Jump to content

Ghulam e Azhari

Translating Team (M)
  • کل پوسٹس

    349
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    4

سب کچھ Ghulam e Azhari نے پوسٹ کیا

  1. Assalamualaikum. Umeed hai sab log theek thaak honge. Alhamdulillah Allah ne mujhe aik aur behen dedi hai, ap koi acha sa naam suggest kardain. 21st Ramazan us ki tareekh-e-Pedaish...SubhanAllah! that's one of the taak raatain for shab-e-Qadr... Secondly, Bohot dinon baad internet par aya hoon, kiunkeh parhai main ziyada se ziyada time laga raha hoon. 23rd ko mera pehla paper hai aur mujhe abhi tak mazeed bohot saari taiyari karni hai. time par mamla mukammal to nahi hoga, jitna ho sakega karloonga baqi Allah Malik hai. I need loads of duas from you all. barhi mushkil horahi hai, apna ziyada tar waqt to maine rad-e-badmazhab main guzaar diya aur ab parhai ki tension hai zabardast. Dua ki zaroorat hai. 27wi ko to zaroor mere liye ap sab dua ki jiyega.
  2. Allahu Akbar... Allah hamain bhi Dawateislami ke madani mahol main dam-torhne ki inayat bakhshe... Aammeen...
  3. pehle to khud daleel par baat karne par zor de rahe the, ab khud emotional andaz apna kar apne anti-hadees maslak ko defend karrahe hain!
  4. Bilkul theek. Quran ki ayaton ka matlab to 1400+ saal pehle hi wazeh hogaya tha. lekin aj ki dunya main kuch Zalimeen Qurani ayaton ke poore poore matlab badal rahe hain. Jese ke Qadyani Khatm-e-Nabuwwat par ayaton ka ma'aana badal dete hain aur ayat ko twist karte hain. Mazeed yeh keh aj kal ke Sulah-Kulliyat wale apna tarjuma samne la rahe hain jo modern science ke mutabik hai aur bohot barh charh kar science ke joote chaat rahe hain.
  5. Don't you worry man! Rehan bhai k ghar ka khaana zehen main le ana phir
  6. Is ka koi jawab bhi hoga bhai... lol Khair... Zara sochne ki baat hai keh agar is hi tarha silsila chalta raha to Bible ke bohot saare versions main aur Quran ki bohot saari interpretations (tabeeron) main kiya farq reh jaega. Jabke aik Hadees aur mere Zehen main arahi hai keh Huzoor Nabi-e-Kareem (Peace and Blessings of Allah be upon him) ne farmaya "Hazrat Sulaiman ne bohot se jinnon ko samandar main qaid kar diya tha, qareeb hai keh woh choot jae aur logon ke saamne Quran parhain" Baraae karami agar yeh Hadees likhne main koi ghalati hogai ho to please islaah kar di jiyega. Is Hadees se saaf zahir hai keh Quran main se nai nai baatain nikali jaengi jo keh Qayamat ki nishani hai.
  7. Ghulam e Azhari

    What do you say about this matter?

    Assalamualaikum, sab se pehle to ap yeh Quran ki ayat samjhain jo ke Surah Baraqah main hai (Kanz-ul-Iman, 2:176): یہ اس لئے کہ اللّٰہ نے کتاب حق کے ساتھ اتاری اور بے شک جو لوگ کتاب میں اختلاف ڈالنے لگے وہ ضرور پرلے سرے کے جھگڑالو ہیں is ki Tafseer main Hazrat Na'eemi ud Din Muradabadi (Alaihir-Rahman) likhte hain keh yahan Kitab se murad Quran hai. This ayah in english by Yusuf Ali: (Their doom is) because Allah sent down the Book in truth but those who seek causes of dispute in the Book are in a schism Far (from the purpose). Is hi tarha aik Hadees hai Sunan-e-Abu Dawood main Kitab-ul-Ilm main: "jis ne Allah ki kitab ka matlab apne muakkif se kiya us ne ghalat kiya agar cheh woh sahih kiun na ho." yehi Hadees english main bhi parh lain: The Prophet (Peace and blessings of Allah be upon him) said: If anyone interprets the Book of Allah in the light of his opinion even if he is right, he has erred. (Sunan Abu Dawood, Book 25, number 3644) Ab ap se yeh sawal hai keh agar aik hi Quran ki tabeer hai to phir aj hamain itni ziyada tabeerain kiun nazar ati hai? aur kuch zalimeen, jo apne ap ko sunni kehte hain, kehte hain keh Kanz-ul-Iman 100 saal purani Tabeer hai aur aj ke liye modern science ki tabeer ki zaroorat hai. Un Zalimon ne apna tarjuma bhi kiya hai aur woh 21 wi sadi ki science ke mutabik hai. Lekin oopar di hui ayat aur hadees se yeh baat pata chalti hai keh nai nai quran ki tabeerain banana jaiz nahi hai. Ap sab se guzarish hai keh ap is maamle main kuch na kuch tehreer karain. JazakAllah Khair, Mumtaz Hussain Attari Qadiri.
  8. Bhai agar ap Hyderabad wale Faizan-e-Madina ki baat karrahe hain to main to wahan araha hoon is thursday ke Ijtima main! Nigran-e-Shoora Haji Imran Attari bhi arahe hain... Ab thorha sa topic par baat... Jab ham admi log dekhte hain keh sisters ka privacy corner hai aur brothers ka nahi to Jalan hoti hai... :P
  9. Imam Abu al-Fadl 'Abd al-Rahman ibn Abi Bakr Jalal al-Din al-Suyuti (Rehmatullah Alaih) narrates that the first person who created the short form of
  10. JazakAllah Khair... bohot piyari Naat hai. Is Naat ke musannif ka poora naam kiya hai?
  11. Wa'alaikumussalam! Jo Duain ap sab ne di hain Allah un sab ko Qubool kare! Aammeen! aur mere exams ke liye dua karna mat booliye ga, ok?
  12. Wa'alaikumussalam, Welcome sister, Hope you will participate in discussions.
  13. Ok, let's do the ehtajaaj against the administration Qadam barhao Mudasir bhai, ham tumhare saath hain... lol
  14. I think there should be. This will help brothers discuss there brotherly matters etc. What do you say?
  15. Allahu Akbar... Very eye-opening! JazakAllah for sharing this...
  16. In ayaat ko Ghor se parhain aur samajhne ki koshish karain: اے ایمان والو یہود و نصارٰی کو دوست نہ بناؤ وہ آپس میں ایک دوسرے کے دوست ہیں اور تم میں جو کوئی ان سے دوستی رکھے گا تو وہ انہیں میں سے ہے بے شک اللّٰہ بے انصافوں کو راہ نہیں دیتا "'O believer! Do not take the Jews and Christians as friends, they are friends of each other among themselves, and whoso of you makes them his friends, then he is one of them. Undoubtedly Allah guides not the people unjust." (Surah Al-Maidah Ayat 51) اب تم انہیں دیکھو گے جن کے دلوں میں آزار ہے کہ یہود و نصارٰی کی طرف دوڑتے ہیں کہتے ہیں کہ ہم ڈرتے ہیں کہ ہم پر کوئی گردش آجائے تو نزدیک ہے کہ اللّٰہ فتح لائے یا اپنی طرف سے کوئی حکم پھر اس پر جو اپنے دلوں میں چھپایا تھا پچتاتے رہ جائیں اور "Now, you will see those in whose hearts is a disease run towards the Jews and Christians saying, 'We fear lest a misfortune befall us'. Then it' is near that Allah may bring a, victory, or any Commandment from Himself, then they will remain regretting on what they had concealed in their hearts." (Surah Al-Maidah Ayat 52) اور کتابی بولے "یہودی یا نصرانی ہوجاؤ راہ پاؤگے" تم فرماؤ بلکہ ہم تو ابراہیم کا دین لیتے ہیں جو ہر باطل سے جدا تھے اور مشرکوں سے نہ تھے "And the people of the book spoke, 'Be Jews or Christians, you will get guidance'. Say you, 'on the contrary, we take the religion of Ibrahim who was away from every falls-hood and was not among the polytheists'." (Surah Baqarah, ayat 135) اور ہرگز تم سے یہود اور نصاریٰ راضی نہ ہوں گے جب تک تم ان کے دین کی پیروی نہ کرو تم فرمادوکہ اللّٰہ ہی کی ہدایت ہدایت ہے اور (اے سننے والے کسے باشد) اگر تو ان کی خواہشوں کا پیرو ہوا بعد اس کے کہ تجھے علم آچکا تو اللّٰہ سے تیرا کوئی بچانے والانہ ہوگا اور نہ مددگار) "And never the Jews and Christians will be pleased with you unless you follow their Din (creed). Say then! 'The guidance of Allah is the only guidance', (O listener who he may be) if you become follower of their desires, after the knowledge that has come to you, then no one will be your protector from Allah and no helper." (Surah Baqarah, Ayah no. 120) اے ایمان والو جنہوں نے تمہارے دین کو ہنسی کھیل بنالیا ہے وہ جو تم سے پہلے کتاب دیئے گئے اور کافر ان میں کسی کو اپنا دوست نہ بناؤ اور اللّٰہ سے ڈرتے رہو اگر ایمان رکھتے ہو O ye who believe! take not for friends and protectors those who take your religion for a mockery or sport,- whether among those who received the Scripture before you, or among those who reject Faith; but fear ye Allah, if ye have faith (indeed). (surah Al-Maidah, Ayah no. 57)
  17. Ghulam e Azhari

    I can't find it...

    Assalamualaikum. People please help me I can't find the Brothers' only section. Or does this even exists? Wassalam! Mumtaz Hussain Attari Qadiri.
  18. Assalamualaoikum... People! Let me share a secret with you all. You know how I got to know about Tahir-ul-ul-ul...? There is a nice story. I also took him as a very knowledgable Alim of Ahl-e-sunnat, but this Rabi-ul-Awwal... I saw in my dream there is a very very big mehfil-e-Naat going on and Shah Ahmad Noorani (Alahir-Rahman) Sahib was there. Tahir was also there... So, Shah Sahib gave me a little hint about Tahir-ul-ul-ul... Tahir also was there and Shah sahib pointed towards him angrily. Jalaal dikhaya unhone Tahir ki taraf... phir bedaar hone ke baad kuch dinon main maine "Khatra ki Ghanti" risale ka mutali'a kiya aur Dar-ul-Ifta Ahle Sunnat main us ke baare main check kiya to pata chala yahan to kuch ziyada hi garh-barh ho chuki hai aur mazeed horahi hai...
  19. Assalamualaikum. Ap ko apna Janm din mubarak ho! Allah salamat rakhe.. Aammeen

  20. This shair in my signature. This is, I say, a good way to cool down my heart and it give me comfort when ever I get stucked or scared (not that scared, EXAMS!). So, when you are about to give exams and you feel unrest, you say this:
  21. Pehle Shia, Wahabi, deobandi the... ab to Yahoodi aur Eesai bhi...
×
×
  • Create New...