Salam Aap ke is jawab nain kuch pareshan kar diya hai mujhai
jahan tak main samajhta hoon Aainai main tasweer tub hi aati hai jub us ke samnain koi khara ho
raha sawal mobile photo ka ya print wali picture ka us main samnai koi bhi ho nazar wohi aata hai jo save ya print kiya howa hoo
baraai karam rehnumai farmain
Jazzak Allah