-
کل پوسٹس
7,143 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
11
سب کچھ Gham-e-Madinah نے پوسٹ کیا
-
ASLMOLIKUM MASWAK KO ZADA TIME KEY lea taza kesy rekh sekty hain ?????????? Answer download it jazakAllah khair 3508.mp3
-
-
Sarkar Salallaho Alehi Wasalam nay farmaya: Quran Parha karo kyonkay ye Qayamat kay din apnay parhny waloun ki shafa`at kary ga ( Muslim, pg403)
-
Parcham Khushi on memon socity hyderabad
Gham-e-Madinah replied to Gham-e-Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
jazak Allah khair -
Momino khushiyan manao Kamli wala aa gaya
Gham-e-Madinah replied to Gham-e-Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
jazak Allah khair alot -
Jazak Allah khair duaon mein yaad
-
Parcham Khushi on memon socity hyderabad
Gham-e-Madinah replied to Gham-e-Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Parcham Khushi on memon socity hyderabad
Gham-e-Madinah replied to Gham-e-Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Parcham Khushi on memon socity hyderabad
اس ٹاپک میں نے Gham-e-Madinah میں پوسٹ کیا دیگر اسلامی مواد
-
jazak Allah khair rember me in duas
-
-
Momino khushiyan manao Kamli wala aa gaya
اس ٹاپک میں نے Gham-e-Madinah میں پوسٹ کیا دیگر اسلامی مواد
Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu Bismillahir Rahmanir Raheem ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Sallallahu 'alayka Ya Rasulullah wa sallam 'alayka Ya Habeeballah Momino khushiyan manao Kamli wala aa gaya Rab-eSallim gun gunaaon, Kamli wala aa gaya Chehra-e-wal fajr sey aur gaysu ey wal-layl sey Dil ko aa'inah banaao, Kamli wala aa gaya Jhuk geyaa sajdey main baytullah bhi ta'zeem ko Ab diyey dil key jalaao, Kamli wala aa gaya Godi mein ley kar Halimah Sa'diyah ney yun kahaa 'Azmaton key geet gaao, Kamli wala aa gaya Jashn-e-milaad-un-Nabi main un key zikr-e-paak sey Najdion par qehr dhaao, Kamli wala aa gaya Chaand sooraj aur sitaaro kehkashaan ard-o-falak Roshni apni barhaao, Kamli wala aa gaya -
JASHAN-E-EID MILADUN NABI ( Sallallahu Alaihi wasallam)
Gham-e-Madinah replied to Gham-e-Madinah's topic in مضامین
-
JASHAN-E-EID MILADUN NABI ( Sallallahu Alaihi wasallam)
Gham-e-Madinah replied to Gham-e-Madinah's topic in مضامین
-
-
-
App Salallaho Ta`la alehi wasalam nay farmaya: Jis nay jummay kay din Gusal kiya us kay Gunah aur khata`ain Maaf kerdi ja`ain gi.( Majma-al-zawaid,j2 page391)
-
Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow
اس ٹاپک میں نے Gham-e-Madinah میں پوسٹ کیا دیگر اسلامی مواد
Assalatu assalamu 'alayka Ya Sayydei Ya Rasulullah Assalatu assalamu 'alayka Ya Sayyedi Ya Habeeballah Assalatu assalamu 'alayka Ya Rehmatul-lil-'alameen Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukarow! Ya Rasulullah, Ya Habeeballah Subho Tayba mey huwi bat-tha hai bara noor ka Sadqah leyney Noor ka aya hai tara Noor ka Barawi key chaand ka mujra hai sajda noor ka Bara bur jo sey juka ik ik sitara noor ka Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukarow! Ya Rasulullah, Ya Habeeballah Baaghey Tayba mey suhana phool phoola Noor ka Mast bu hai bulbulay parthi hai kalma Noor ka Taaj waley deykh kar Teya imama Noor ka Sar jhukatey hai illahi bowl bala Noor ka Chaand jukh jata jidar ungli utathey mehd mey Kya hi chalta tha isharon par khilona Noor ka Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukarow! Ya Rasulullah, Ya Habeeballah Mey gada Tu baadshah bhar dey peyala Noor ka Noor din dona Teyra dey daal da sadqah Noor ka Teri nasley paak mey hai bacha bacha Noor ka Tu hai ainey Noor Teyra sab gharana Noor ka Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukarow! Ya Rasulullah, Ya Habeeballah Suraj ultey paaon paltey chaand isharey sey ho chaak Andey najdi deykh ley qudrat Rasulullaha ki Wasley mowla chahtey ho to wasila dhoondh lo Bey wasila najdio hargiz Khuda milta nahi Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Barkat wala Nabi ka jhanda Ni'mat wala Nabi ka jhanda Rehmat wala Nabi ka jhanda Rif'at wala Nabi ka jhanda Sab sey 'ala Nabi ka jhanda Pyara pyara Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukarow! Ya Rasulullah, Ya Habeeballah Ya Rasulullah, Ya Habeeballah Ya Rasulullah, Ya Habeeballah -
Jazak Allah khair
-
10 Rabi un Noor shareef ki Dil-kharash yaad
Gham-e-Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in دعوت اسلامی
masha Allah azzwajal Jazak Allah khair -
JASHAN-E-EID MILADUN NABI ( Sallallahu Alaihi wasallam)
Gham-e-Madinah replied to Gham-e-Madinah's topic in مضامین
Jazak Allah khair -
Naiyateen of Jashn-e-Milad-un-Nabi Marhaba
Gham-e-Madinah replied to Gham-e-Madinah's topic in گفتگو فورم
Jazak Allah khair -
Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam Ahmad e Mujtabaa Marhaba Marhaba Ahmad e Mujtabaa Marhaba Marhaba Ahmad e Mujtabaa Marhaba Marhaba Aaey Pyaarey Nabi Har Taraf Thi Khushi Chaar Soo Shaur Tha Marhaba Marhaba Aaminaa Kay Yahaa Sarvar e Do Jahaa Aaey Gul Bar Gayaa Marhaba Marhaba Dhoom SalleyAlaa Ki Machey Har Jagaa Aagayeh Mustufa Marhaba Marhaba Thandey Thandey Hawaa Mehki Mehki Fazaa Ghunghunaati Sabaa Marhaba Marhaba Phool Khilnay Lagey Naat Kehney Lagey Har Shajar Jhoom Uthaa Marhaba Marhaba Abr e Rahmat Uthaa Aur Barasnay Laga Kaif Sa Chaa Gayaa Marhaba Marhaba They Hawaa Mushkbaar Aaey Har Soo Bahaar Likhrey Likhrey Fazaa Marhaba Marhaba Ay Siraaj Um Muneer Ay Aleem o Khabheer Sarvar e Ambiyaa Marhaba Marhaba Hein Shafaa’at Ka Taaj Jin Kay Sar Woh To Aaj Aagayeh Marhaba Marhaba Marhaba Hein Baraa Martaba Mah e Milaad Ka Is Mein Aaey Humarey Nabi Marhaba Marhaba Khoob Ujaalaa Huwa Bol Baalaa Huwa Ahl e Tauheed Ka Marhaba Marhaba Eid e Milaad Hein Kis Qadar Shaad Hein Qalb ATTAR Ka Marhaba Marhaba written by Abu Bilaal Moulana Ilyas Qadri Attari Razarvi (Damat Barakathu alia) remeber me in dua