Jump to content

Gham-e-Madinah

رکنِ خاص
  • کل پوسٹس

    7,143
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    11

سب کچھ Gham-e-Madinah نے پوسٹ کیا

  1. hmm yes sister ur rite par aisa kese hoga hmm
  2. Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam By Maulana Rashid Madni http://faizaneraza.org/islamic-video-details.php?v_id=471 BY Allama Zahour chisti http://faizaneraza.org/islamic-video-details.php?v_id=472 The History of Karbala must read http://faizaneraza.org/islamic-articles.php?section_id=14 more at Click here
  3. Karbala Ke Jaan Nisaroon Ko SALAM Fatima Zahra Ke Pyaroon Ko SALAM Jo HussainiQaflay Mein Thay Shareek Kehta Hain Zuhair Saroon Ko SALAM
  4. Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH TERE DIL MAIN KAISI GIRAH PARI TUJHAY US SE ITNA HASAD HAI KYUN? JO NABI KI AANKH KA NOOR HAI JO ALI KI ROOH KA CHAIN HAI KABHI DEKH APNE KHAMEER MAIN KABHI POOCH APNE ZAMEER SE WO JO MIT GAYA WO YAZEED THA, JO NA MIT SAKA WOH HUSSAIN HAI
  5. jazak Allah khair sister very nice sharing subhan Allah azawajal subhan Allah azawajal
  6. Bismillaa hirrah maa nirrah heem, Assalatu was salamu alaika Ya Rasoollallaah (Swallallaahu alai hi wa sallam) Ashura ke din karne wale Amaal: 1: 9th and 10th Muharram or 10th and 11th Muharram ke din roza rakhna Fazilath: 1:Ye Roze rakhna Sunnath hai 2:Muharram ke 1 roza rakhna 1 mahine roze rakhne ke barabar hai 2:Guzl karna Fazilath: "Jo Ashura ke din gusl karega use 1 saal tak bemariyan nahi ayengi 3:Surma lagana Fazilat: "Jo Ahshura ke din surma lagayega to woh ankh ke bemariyoun se mehfuz rahega 4:Apne Gharwalon per kushadgi karna(Achcha khilana,Pilana etc etc) Fazilat:"Jo Ashura ke din Apne Gharwalon per kushadgi karega to Allaah (azzawajal) usper pure saal kushadgi karega" 5:Khairat karna Fazilat:"Jo Ashura ke din 1 dirham khairat karna 7 lacks dirham khairat karne ke barabar hai Ref:Muqashifatul Quloob: Pyare islami bhaiyoun aur bheno, Intamaam amaalon ko Ashura ke din karne ki aur dusraon tak pahunchane ki niyatain karle, Dua hai ke Allaah azzawajal aap ko dono jaahan ki bhalaiyan ata farmayen. Ameen bijahil Nabil Ameen (swalallaahu alai hi wa sallam)
  7. yes sister u r right bas dua kareen chal jae hope ki 10 muhrram ki bad chale sab dua kareen request for all please pray jazak Allah khair
  8. jazak ALlah khair brother please join http://ashraf786.proboards15.com/index.cgi?board=dawat dawateislami section must
  9. jazak Allah khair brother for sharing may Allah azawjal reward u ameen
  10. jazak Allah khair brother to see this thread yes brother we are very sad why it is off bht dukh horaha hai faizan-e-Ahl byat ki kia program hain rone wlaey :-( sab miss hogae dua kareen inshaALlah azawjaal sab on to yeh play hon zaroor any one have information abt when it will on do share here jazak Allah khair
  11. walikumaslam wr wb g brother asia hona chahye thanks for suggestion let see wt others says
  12. Kausar k Saaqi ka wo Nawasa HUSSAIN tha Karbala k dasht main pyasa HUSSAIN tha Baadal yazeediat k jo pheley chaar suu Un main chamakta ek sitara HUSSAIN tha Karta wo kese haath pe bait yazeed k Us waqt sab se Arfa-o-aala HUSSAIN tha Hilney Laga Tha Arsh-e-ELAHI bhi Us Ghari Jab Karbal Ki Rait Pe Tarpa HUSSAIN tha Pardes main Shaheed jisay kr dia gaya Wo MUSTAFA ( Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam) ki aankho'n ka Tara HUSSAIN tha
  13. jazak Allah khair sister Baag e Jannat ke hai bherai madhakwan e Ahl e Bayt tum ko muzdah naar ka hai dusman anai Ahl e Bayt Un ki paaki ka Khuda e Paak kar ta hain bayaan aya e tatheer sai zahir hai shaan e Ahl e Bayt Un ke ghar me be ijjazat Jibraeel atai nahi qadar walai jaan te hain qadr o shaan e Ahle Bayt
  14. Khwaja Muin al-Din Hassan Chishti (Radiallahu anhu) said: "Shah ast Hussain*, Badshah ast Hussain*, Deen ast Hussain*, Deen panah ast Hussain*, Sar daad, Na daad dast dar daste Yazid, Haqqua ke binayae La illaha hast Hussain*" The king of martyrs is Hussain*, The king of kings is Hussain*, Hussain* is the way of life (Islam), The savior of Islam is Hussain*, He gave his head but not his hand (allegiance) into the hand of Yazid, In truth the foundation of the adoration of one Allah Subhanahu wa Ta'ala is Hussain*."
  15. Syed ney karbala mey wa'dey nibhaa diye hai Deen-e-Muhammadi (Sallallahu 'alayhi wa salim) key gulshan khila diye hai Sughra sey kaha Shah ney, mat roko mujhey beyti Deen lut-tha hey Naney kaa sar dey key bachaney do Qur'an mera dil hai, Qur'an ki mey jaan hu Qur'an ko neyzey par, Qur'an sunaney do Fatimat-uz-Zahra ka hey doodh piya mey ney iss doodh ki Karbal mey ab laaj nibhaney do
  16. Ghuroor Tuut Gaya Koi Martaba Na Mila Sitam K Baad Bhi Kuch Hasil-e-Jafa Na Mila Sir-e-Hussain Mila Hy Yazeed Ko Lekin Shikast Ye Hy K Phir Bhi Jhuka Hua Nahi Mila
  17. Dasht-e-Bala ko Arsh ka Zeena Bana diya Jungle ko Mustafa ka Madina Bana Diya Har Zarrey ko Najf key Nagina Bana Diya Aye Husain Tum ney Marney ko Jeena Bana Diya
  18. Gham-e-Madinah

    SALAM TO SHAHEED-E-KARBALA.

    Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH SHARE YOUR VERSES MANQABATS & SALAMS IN THE LOVE OF SHAHEED-E-KARBALA. Karbala ko Karbala K Shensha Par Naz Hai. Us NAWASE Pe MOHAMMAD MUSTAFA Ko Naz Hai Yun Tou Lakho'n Ne Sajde Kiye Per "HUSSAIN" Ne Wo Sajda Kia Jis Par KHUDA Ko Naz Hai.
  19. Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam Ashura key Din key Faza`ail watch & Download
  20. jazak Allah khair for sharing may Allah azawjaal reward u ameen
×
×
  • Create New...