Jump to content

اہل الحدیث

اراکین
  • کل پوسٹس

    7
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About اہل الحدیث

اہل الحدیث's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Toheedi SB aap ny shabir brothers ki publish ki hoi book ka ghair mustnad qarar dy ker apny mzhab ka difa kia good achi baat hy apny maslak ko bchana be chaiy Kia aap Same Auther ki Syed Saeed Ali Shah Bukhari ki book Qasas ul Anbia kisi dosry Publishr sy chapi hoi dikha skty hn Jis mai koi baat breilvi mazhab ko expose na ker sky ya phir mary share kiy gay waqiy ko sabit kerain k mai ny apni post jis mai Waqia Hazrat Zakria( A.S) ka likha hy us ko Galat Sabit ker dain jo mai ny share kia hy our Mustnad book sy aap sahi waqia Hazrat Zakria (A.S) share ker dain . shukeria ya phir mujhy koi aisa Breilvi book publisher ka name bta dain jo 100% galti sy paak book publish kerta ho ya kam az kaam jis mozo per breilvi mazhab expose ho usy Intehi Care sy Chek keta hn .
  2. Ye lo Ye waaqaia thory sy faraq k sath mai ny breilvion ki likhi hoi book sy scan dikha dia hy jis mai saaf likha hy k Hazrat Zakria (A.S) ny Darakht sy pana ly rakhi thi our Hazrat Jebriail (A.S ) ny aap ko kaha k aap janty nai k Allah tala to sary Jahan ka Panah dehnda hy to phir kio tony is Darakht sy pana li ? our ab to isi darakht sy madad maang ya Saber ker ... Is waqia sy Saaf Saaf Sabit hota hy k her Halat mai Sirf Allah sy hi Madad maangni chaiy
  3. Salam Forum k tamam membran sy guzarish hy k meri post http://www.islamimehfil.com/index.php?/topic/15869-%d8%ba%db%8c%d8%b1-%d8%a7%d9%84%d9%84%db%81-%d8%b3%db%92-%d9%85%d8%af%d8%af-%d9%85%d8%a7%d9%86%da%af%d9%86%d8%a7/page__view__findpost__p__76778 ka abhi tak koi jawab nai dia gia mlz ager mai ny ye Hazrat Zakria (A.S) wala waqaia jhoota post ho to aap sabit ker dain Toheedi bhai jo sawalat utha rahy hn wo mujh sy pehly kisi sy pocy hn gy kio k mera swal to waqaia Hazrat Yousuf (A.S) our Hazrat Zakria (A.S) per mushtmil tha Abu Huzaifa Sb Waqia Hazrat Yousuf (A.S) k bary mai frma rahy hn k mai ny galat istadlal kia k warna is sy pehly wo kis jurm ki saza bughat rahy thy to janab ager aap ko waqia maloom ho to jaan lain k Hazrat Yousuf A.S ny khud Zanan e Misar sy bachny k liy Qaid jana munasib samjha tha to saza kaisi ? jub k jub 2 qaidi qaid sy raha howy to un mai sy aik jis ko bakhsha jana tha usy Hazrat Yousuf (A.S) ny kaha k badsha k pass ja ker mera ziker kerna to is waja sy aap ki qaid ki mudat mazeed brha di gai jaisa k terjuma mai likha hy k to shetan ny bhula dia our Hazrat Yousuf is waqia k bad kai baras jail zindan mai rahy . phir ager kaha jai k badhsha ka khuawab bad mai ana tha jis ki tabeer aap ny kerni thi to bhai ho skta tha k Khuwab pehly dekh lia jata our aap usi waqat tabeer ferma dety lakin chunky Hazrat Yousuf (A.S) ny azad hony waly qaidi ko kaha tha k badhsha k pas mera ziker kerna is liy mudat qaid mai kai baras tk toseee ho gai Hazrat Jabrial A.S ka Hazrat Ibrahim ko aa ker madad ki paish kash kerna Mehz aik azmaish thi jis per Hazrat Ibrahim A.S pora utry our Allah per Tawakal kia Our Azmaish k liy to Zahir hy Allah hi bheejy ga Ager mumkin ho sky to Hazrat Jibrail A.S) ko Ghos keh ker pukarny wali Hadheeth share ker dain shukeria Razavi Tiger aap kahn sy bhe Hazrat Zakria A.S ka waqia perh lain aisy hi likha hy jaisy mai ny post kia hy ager aap mujhy kuch waqat dain to mai ye waqaia Qasas ul Anbia jo k breilvion ko likhi hi udher sy scan ker k dikha deta hn kia khial hy
  4. Ghair Ullah sy Madad Mangny ka Injam kaha jata hy k Hazrat Yousaf (A.S) jub misar k zindan mai Qaid thy to Zindan mai jin 2 Qaidion ny khuwab dekha jin mai sy aik ko us ki khuwab ki tabeer pr Azadi ki khush khabri sunai thi . Hazart Yousuf (A.S) ny ny us sy kaha k Badsha k pass mera ziker kerna (yani Qaid sy Azadi k liy badsha ko mera btana k mai bila waja qaid hn) lakin us qaidi ny Azad hony k bad ap bhula dia Kaha jata hy k Yahan per Hazart Yousaf (A.S) ny Ghair Ullah sy Madad Mangi yani us raha hony waly Qaidi ko kaha k misar k badsha ko mera btana to is Ghuair ullah sy Madad mangny ka injam ye howa k Hazart Yuosaf (A.S) ko Mazeed kafi saal Zindan mai Qaid rehna parra Halna k Ager Hazart Yuosaf (A.S) us raha hony waly Qaidi ki Bajaiy Khud Allah Tala sy Qaid sy Rehi Chahty to Allah tala Foran un ko raha kerwa deta .
  5. مجھے ایصال ِ ثواب کے بارے میں جاننا ہے ؟ میں نے یہ آحادیث پوسٹ کی ہیں جن میں صرف تین اعمال کا ثواب میت کو پہچتا ہے صدقہ علم اور بیٹا جو میت کے لیے دعا کرتا ہے سوال ہے کہ اگر کوئی غیر شخص قرآن خانی کرے تو وہ کیسے میت تک پہنچے گی اور قرآن و حدیث کی کونسی دلیل سے ؟
×
×
  • Create New...