salam,
aik shakhs 29va roza rakhta hai aur safar akhtiyar karta hai jab wo 1 din bad apnay watan asali jata hai to waha bhi 29va roza hota hai wo roza rakh leta hai ......
ab us k 30 roza complete hogayae hain lakin next day 30 va roza hota hai to kya wo 30 va roza bhi rakhay ga....?