Hazoor sallaho alihe wasalam ne ager is ahdees main sahba k lie kaha tha pher tu kehne walo ka iman baqi hi nehi raha ager sahba ikram dunia main magan ho jie gai baqool on k jo kehte hai sahba ikram k lie te ahdees hai to onhe se puchta hoo deen too ham tak puncha hi sahba ikram k zarie hai agar mazallah ager sahba ekram he dunia main magan ho gie sahba ekram ne dunia ko priorty dakh k deen ko punchia.nehi ye galat yhai.
sahba ikram k bre main to ap sallaho alihe wasalam ne ershad farmia ahdees pak ka mafhoom hai k mere sahba sitara ki tarah hai tum jis ki parwi karo gai hidyat pa jawo gai.
uper bahi ne jo ahdees pak quote ki wo muslim shrif ki ahdees hai wo ap sallaho alihe wasalam ne ummat k lie farmia k mejh apni ummat se shirk ka dar nehi
apni satisfication k lie sahe alim-e-deen se rabta kare kio k main alim-deen nehi aik talib-ealim hoon oar sab se share kare allah ap sab ko oar muhe os raste par chalie jin per allah ne enam farmia hai.ameen
Furqan yousaf