1-Is mazmoon main aap ne jo hadees ka mafhoom likha he is ki shrha main hafiz ibne hajar ra ne likha he jis ka mafhoom he k ye hadees sadqat ki taqseem k bare main he. Kya aap ye kehna chahte hain k ab bhi Aqa k pas log sadqat bhej rahe hain???
2-Isi hadees se Ulama ne ye isdalal bhi kya he k Aqa ko Allah ne jo ilm ata fermaya us k bare main he.
aap ne jo isdalal kiya he wo kon se faqeeh ne likha he????
Ahle quboor se apni muradain mangne ko ulma e ehnaf ne haram aur shirk likha he.