Jump to content

SanaAli

Islamic Sisters
  • کل پوسٹس

    244
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

سب کچھ SanaAli نے پوسٹ کیا

  1. meray khayal mien tu zaroor zaroor open hona chahey school takay bohut say logon ka bhala ho sakhay meri dua hai Allah pak say kay dawat-e- islami ka school na sirf pakistan mien balkay hur hur country mien hoon ameen
  2. SanaAli

    ten sicknes of our heart

    Ten sickness of the heart - You believe in the existence of Allah , but u do not fulfill his commands. - You say u love Prophet Mohammad , but u do not follow his Sunnah. - You read the Holy Quran , but u do not put it into practice. - You enjoy all the benefits from Allah , but u r not gratefull to him. - You acknowledge Shaitan as ur enemy , but u do not go against him. - You want to enter paradise , but u do not work for it. - You do not want to be thrown into hell fire , but u do not try to run away from it. - You believe that every living thing will face death , but u do not prepare for it. - You gossip and find faults in others , but u forget ur own faults and bad habits. - You bury the dead , but u do not take a lesson frm it !
  3. pyari sister iqra aap nay theek kaha hai kay larki hi qasoor war nahi hoti bilkul theek mein bhi aap bhi aur umme anwar raza bhi aik larki aik aurat aur aik maa hi hain naa tu dear hum khud larki hoo kur bahu ho kur bura kaisay chah sakhtay hain baat itnee si hai kay aaj kal yahan jo horaha hai aur jo dekha hai tu wo hi mien nay discuss kya hai aur kisi aik ko bhi takleef hoo chahy wo maa hoo bahan ho ya biwi yaa bahu yaa beti hur rishta miyana ravee chahta hai jo kay rakhna chahey hur bhai baap aur shohur ko agur maa ki taraf say ziyadtee hoo tu larkay ka farz hai kay wo maa ko samjhay yaa aisee biwi karay yaa bahan jo bhi ghalatee pur hoo aik yahee rishta hai larkay ka jo sambhaal sakhta hai aur mein ab bhi yahee kahon gi kay larki agur saber hoslay say rahay tu sab theek hojata hai yee naa sochay kay aik din mein sab change ho jai gaa apni achi hikmat-e- amli say sab kay dil pay raaj kur sakhti hai aur jo mein nay post kya tha wo meri apni aap beti thi aur sach tha sab aap sab nay bhi suna hoga kay pani bhi drop drop garay tu pathur ko moom kur sakhta hai yee tu phir saas nand kay dil hain koi ghalati hoo tu baray -e- madina maafi kay talabgaar hoo
  4. SanaAli

    mathematical miraclesof quran pak

    WORD REPETITIONS IN THE QUR'AN Apart from the miraculous characteristics of the Qur'an which we have looked into so far, it also contains what we can term "mathematical miracles." There are many examples of this fascinating Qur'anic aspect. One example of this is the number of repetitions of certain words in the Qur'an. Some related words are surprisingly repeated the same number of times. Below is a list of such words and the number of repetitions in the Qur'an. The statement of "seven heavens" is repeated seven times. "The creation of the heavens (khalq as-samawat)" is also repeated seven times. "Day (yawm)" is repeated 365 times in singular form, while its plural and dual forms "days (ayyam and yawmayn)" together are repeated 30 times. The number of repetitions of the word "month" (shahar) is 12. The number of repetitions of the words "plant" and "tree" is the same: 26 The word "payment or reward" is repeated 117 times, while the expression "forgiveness" (mughfirah), which is one of the basic morals of the Qur'an, is repeated exactly twice that amount, 234 times. When we count the word "Say," we find it appears 332 times. We arrive at the same figure when we count the phrase "they said." The number of times the words, "world" (dunya) and "hereafter" (akhira) are repeated is also the same: 115 The word "satan" (shaitan) is used in the Qur'an 88 times, as is the word "angels" (malaika). The word faith (iman) (without genitive) is repeated 25 times throughout the Qur'an as is also the word infidelity (kufr). The words "paradise" and "hell" are each repeated 77 times. The word "zakah" is repeated in the Qur'an 32 times and the number of repetitions of the word "blessing" (barakah) is also 32. The expression "the righteous" (al-abraar) is used 6 times but "the wicked" (al-fujjaar) is used half as much, i.e., 3 times. The number of times the words "Summer-hot" and "winter-cold" are repeated is the same: 5. The words "wine" (khamr) and "intoxication" (saqara) are repeated in the Qur'an the same number of times: 6 The number of appearances of the words "mind" and "light" is the same: 49. The words "tongue" and "sermon" are both repeated 25 times. The words "benefit" and "corrupt" both appear 50 times. "Reward" (ajr) and "action" (fail) are both repeated 107 times. "Love" (al-mahabbah) and "obedience" (al-ta'ah) also appear the same number of times: 83 The words "refuge" (maseer) and "for ever" (abadan) appear the same number of times in the Qur'an: 28. The words "disaster" (al-musibah) and "thanks" (al-shukr) appear the same number of times in the Qur'an: 75. "Sun" (shams) and "light" (nur) both appear 33 times in the Qur'an. In counting the word "light" only the simple forms of the word were included. The number of appearances of "right guidance" (al-huda) and "mercy" (al-rahma) is the same: 79 The words "trouble" and "peace" are both repeated 13 times in the Qur'an. The words "man" and "woman" are also employed equally: 23 times. Will they not ponder the Qur
  5. SanaAli

    3 things in our life

    Three things in life that, once gone, never come back: 1. Time 2. Words 3. Opportunity Three things in life that can destroy a person: 1. Anger 2. Pride 3. Unforgiveness Three things in life that you should never lose: 1. Hope 2. Peace 3. Honesty Three things in life that are most valuable: 1. Love 2. Family & Friends 3. Kindness Three things in life that are never certain: 1. Fortune 2. Success 3. Dreams Three things in life that make a person who they are: 1. Commitment 2. Honesty 3. Hard work
  6. sister umme anwar raza haan aap theek keh rahi hain kay mufti sahab nay kaha kay aisay bohut say kaam jo husband kurtay hain aur wo wajib aur farz nahi jaisay kay bachoon kay kaam bohut say meray jannay walay canada usa mien hain jo kay bachon kay sab kaam even daiper tak change kurtay hain feeder daina change karana ghur kay bhi bohut say kaam cleaning dish washing grocery lanay say set kur kay apni jaghon pay rakhna biwi kay ghur jana rehna apnay saas susar ki khidmat kurna kis husband pay wajib hai kay wo apnay susral mien koi dawat hoo tu wo sab kaam even mop broom vaccume dishwashing karay yee mein apni ankhoon ka dekha bata rahi hon jab kay wo larka apni sagi maa aur baap kay ghur kabhi aik glass tak nahin wash kurta tha yee bhi tu biwi ki mohabbat mein kur raha hai naa?biwi ko aik nahi 100 bar parlor laikur jana kon kurta hai kya yee farz hai dear ? aur bhi bohut say kaam hain jo kay kurtay hain aur kur rahay hain hum ko bas apnay dil ki ankh ko kholna hai aur bas kuch nahin
  7. umme anwar raza aap nay bohut hi achi baat ki hai hum mein say koi bhi apna mahasbaa aaj kurnay ko tayyar nahi mein hoon ya aap yaa koi bhi humari pyari bahan hum faraz aur wajib kay chakur mien aajatay hain jab kay humaray pyaray nabi jab dayee haleema bibi kay anay pay kharay hojatay they bibi fatima zehra kay laey apni chader mubarak bicha daitay they kya un pay aisa kurna fara ya wajib tha nahi naa?? tu hum kyun maa jaisee saas bahan jaisee nanad kay laey kuch thora sa kurtay meri aap sab say request hai jis kay laey jo bhi karain samnay rakhay apnay raab tala ko us zaat ko aur kur jain sab kaam phir dekhain apnay malik ka karam sister umme anwar raza aap ko Allah aur naikee dai aap nay bohut hi achi baat kahee hai
  8. bohut hi zaberdast fatwa hai laikan mein aik baat pochna chahti hoon sab say kay biwi jo kay aksur biwiyan choti choti si buraiee kur kur kay husband ka dil us ki maa say bura kurti rehti hain un kay baray mein koi fatwa hai ya nahin aur meray tu khayal mein biwi tu yahan aik nay 4 char mil sakhtin hain kya maa baap bahan bhai kahain say mil sakhtay hain kya ?
  9. meray pyari bahan simi aap ki problems read ki mein nay jo kay aap kay qareeb aik bohut bara masla hogi laikan meray nazdiak yee tu koi masla hi nahin pyari bahan mein khud aik 10 saal married life guzar chuki hon aur Allah pak ka ahsan hai bhut hi izzat di hai us mailk ka karam hai thora time bohut hard aya tha laikan aaj jab dil say meri ki hui khidmat ko sarahatay hain mujh ko manntay hain aur hur taraf Allah kay hukum say mein hi mein hoon hur chota bara bacha tak meray agay pechay hain Allah kay hukum say bas kurna kya hai yee aik bohut hi golden mashvarah hai apnay tamam bahnoo ko kay bas chup rehna hai aur sab ki khidmat kurna hai kis kay laey sirf aur sirf Apnay Allah pak kay laey jo kaam karain Allah kay laey karain phir dekhain Allah pak kaisa karam kurtay hain aap pay aap tu susral ki baat kur rahi hain mein tu hur kisi ka kaam kur daitay hon kisi bhi rah chaltay tak kaa sirf aur sirf Allah kay laey us rabbay karim ki raza kay laey yee tu phir aap kay majazee khuda kay maa baap hai aap zara yee sochain kay in hi baap aur maa nay kitnay armanoon say kitnee mohabbaton say aap kay husband ko paalaa posaa hai achi turboyat kari is qabil banayaa kay aap aik achi life ji rahin hai tu kya un kay laey un kay ahsanoon kay laey itnee si kidmat karain aur wo bhi ghatay ka sodaa nahi dain bhi lain tu kya hi bahtreen baat hogi aur aap khud sochain sab bahnain kay aap kis tarah apni auladon ko paal rahi hain aab aap ki bahoo aap ki kidmat karay gi inshaAllah tu aap bhi tu duain hi daingi naaa dekhain bahan aik baat yaad rakhain mashaAllah aap bhi aik din saas banaingi aap ki beta beti bhi aik din deawr nand banain gay us din aap ki bahoo nay Allah na karain aap kay sath aisa kara tu yaa aap ki bhabi nay aap ki maa yaa baap ki khidmat kay laey aisa socha tu aap ka aap ki maa ka bhi dil dukay gaa naa islam mein tu bohut si cheezain nahin hain laikan horaha hai kur rahay hain yahan tu bas dil ko thora sa open karain aur Allah kay laey sab karain aur dehain phir karam Allah kaa aur meri koi baat buri lagi hoo tu Allah kay laey maaf kur dain sab bahnain
  10. mein nay soch rakha tha kay aap ko reply zaroor dongi bhai but throa sa ramzan ki wajah say anay ka time nahin mil raha tha aik baat tu yee kay maa kabhi bhi aulad ko badua nahin daiti aulad bhi kuch na kuch ghalat zaroor kurti hai jabhi aisa hota hai aur mein agur aap ki baat ka yaqeen kurbhi laiti hon tu pehlay aap khud dhanday dil say apna mahasbaa karain kay aap kahan ghalat hain kuch aisa tu nahin kur rahay kay jis say un ko dukh mil raha hoo bhayya baat ko samjhoo aur maa tu maa hi hoti hai aur aap pehlay khud ko maa jaisa chahti hai jo kama kehti hain wo kurnay ki koshish karain phir dekhain Allah kaisa karam kurta hai
  11. madani bhai baat yee hai kay hum log na tu koi aalim hian aur naa mufti kay koi bhi baat ka fatwa dain sakain aur Allah jab aik tawaif ko aik kuttay ka bacha jo kay barish mein bheeg raha tha us ko barish say us tawaif nay bachaya tu Allah nay us ki naikee ko sab pay sabqat di tu in sahab nay jaisa kay aap nay bataya kay farishtay they tu najanay apni zindagi mein kon si naikee ki hogi jis ka yee ajir mila aur Allah tu bohut reman hai aur jahan tak baat mannay ya naa mannay ki ki aap nay tu aik sahiba jo kay apni zaban aur aadaat say yahan sab ko tang aur aajiz kur chuki hai jab wo kehti hain kay mein khanay kaba gaee tu wo hath aya aur mujh ko aik book di tu jab hum us ki sunalitay hain tu bhai aap ki bhi baat sun hi rahay hain coz naik naikee badee kon janay kis ki kya cheez barghah -e- elahee mein maqbool hoo
  12. mashaAllah itna zaberdast kaam kya hai kay dil say dua niklee hai mujh ko in mein say kuch fatwon ki zaroorat thi aur mera kaam itna asaan kya bhai aap nay
  13. bahna bohit hi zaberdast thanks for sharing us
  14. meri taraf say bhi aap tamam bahnoo ko meri taraf say ramzan ki bohut bohut mubarak baad qubool hoo Allah apnay mahboob kay sadqay mein hum sab ki kurdah aur na kurdah gunahoon ko maaf karain ameen
  15. jazak Allah madani bhai aap kay javab ka aur bohut hi achay aur informative sawal horahay hain keep it up
  16. mashaAllah bohut hi zaberdast mera aik sawal hai kay mein nay geo t.v pay suna kay aik sunni alim they unhon nay kaha kay hathi(elephant) jo kay pehlay aik zani murd tha tu us ko badua ki wajah say hathi bana diya gaya aur rabbit aik aurat thi donkey bhi aik insaan tha aur lizard nay jab hazrat ibrahik alahis salam ko aag mien dala gaya tu lizard blow phoonk par rahi thi kay aag jaldi say lag jai aur frog pani lakur dal raha tha kay jaldi say aag khatum ho jai yee kaha tak theek hai baray-e- madina zaroor batain aur mujh ko jitnay aur janwar kay baray mein jis ko bhi ilm hoo zaroor batain
  17. iqra sister bohit hi achi post share ki hai
  18. bohut ki zaberdast Allah pak jaza-e-khair daee ameen
  19. SanaAli

    madani phool

  20. bay shak iman sister aap nay bohut achi baat kahee Allah pak hum sab ko apnay pyaray deen ko samjhnay aur us ko phailanee ki tufeeq dai ameen
×
×
  • Create New...