Jump to content

SanaAli

Islamic Sisters
  • کل پوسٹس

    244
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

سب کچھ SanaAli نے پوسٹ کیا

  1. SanaAli

    kahain wo mein tu nahin

  2. mashAllah bohut hi achi baat ki taraf tavejja dilaya hai theek kaha kay hum suniyon ko tu Allah pak nay itnee azeem hastee say nawaz diya hai yee ahsaan hai meray malik ka aur Allah pak bapa jan ko lambi umer day ameen kay wo aisay hi hum suniyon ki madad kurtay rahay ameen
  3. SanaAli

    the LIFE HISTORY of Syed Abdul Qadir Jailani

    http://www.algillani.org/books/sawane_umri/main.htm
  4. jazak Allah share kurnay ka shukria
  5. mashAlllah say itnee pyari pyari naitain hain kay hur hur nait pay dil jhoom utha hai Allah pak hum sab ko apna hur lamha inn hi niyaton pay guzarnay ki tufeeq aata furmaiey ameen
  6. mashaAllah say itnee pyari dua share ki hai Allah pak hum sab ko choti choti si nikiyon ko kurnay ki tufeeq aata fur maey ameen
  7. kaisay hain aap sab behnain mein bhi Allah pak kay karam say achi hon .bohut touchy topic chal raha hai yahan humari eid kya batain kay kya hoti hai eid yahan ki bhi pehlay tujab husband job kurtay they tu eid ki chuti hojati thi coz cousin ki apni factory thi yahan hi sab sath hotay they tu sath hi eid ki chuti hojati thi ramzan bohut acha aur khoobsurat hota tha coz 40-45 logon ki iftari plus khana bana kur daina bohut bohut acha laghta tha kay yee bhi naseeb ki baat hai kay aik sath itnay logon ko roza iftar kara diya bohut khushi hoti thi phir eid pay sab log baray cousin kay yahan jama hotay they phir shaam mein kisi dosray nay invite kya hota thaa aisay hi eid ul adha ka bhi rehta tha phir usa ki eid aur ramzan tu mashaAllah bohut hi achay kay sat&sun iftari bana kur masjid jana hota tha poray ramzan aisay hi fri sat 7 sun bizi phir eid pay humaray ghur sab log aajatay thry b-b-q hota tha phir eid ki party phir eid ul adha pay sab log qurbani kay laey jatay they aur bakray sahab ko sath lai kur aajatay they aur phir hum sab hotay they aur bakray sahab wo bhi bohut acha raha tha but ab tu eid kay din bhi job pay they thori dair ko kay usa mein tu worker say time set kur laitay they aur yahan 2 worker pora din nahin reh sakhtay kay yee canadain log thora sa kaam kur kay thak bohut jaldi jatay hain naa tu ji yee tu thi mojuda eidain ab canada mien bohut ziyada mashaAllah say muslims hain kay yahan kur koi ghost ka packet hath mein laey nazar ata raha tha but apna pakistan apna hi hai kitni hi achi eid hoo kitna hi sab acha hoo kay hum tu bemar hai apnay pyaray pakistan kay laey tu hum ko wahan ki hur hur baat eid kay din bohut bohut yaad ati hai Allah pak ka hur hur baat pay lakhoo shukur kurtay hain but phir bhi rotay hain apnay sohnay pakistan mein eid kay laey aur kya hi baat hoo kay hoti eid apnay aqaa kay dur pay tu kya hoti wo eid bhi inshaAllah karay gain wo bhi eid kay jab hongay jama hum sab aik eid hajj kay laey zaroor inshaAllah
  8. SanaAli

    Dukh Dard, Aor Beemariyon Ka ilaj

    mashaAllah aik bohut hi mufeed aur puari kitaab read kya socha apni madani behnoon aur madani baiyon say bhi share karoon http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=56
  9. SanaAli

    Islamic Classes

    mashaAllah yee tu bohut hi acha kama hua hai kay pyaray pyaray madani bachay bhi yahan shareek ho sakain gay tu mien kurti hon
  10. mashaAllah bohut achi sharing hai yee tu itnee choti choti si batain hain yahan is duniya mein tu log itnee buri bri baat keh jatay hain aur sochtay tak nahin ahhh Allah apnay nabi karim kay sadqay mein hum sab musalmanoo ko shariat pur amal kurni aur burayon say bachnay ki tufeeq aata karay ameen
  11. SanaAli

    kufria kalamat

  12. mashaAllah itnee pyari pyari Niyyatain share ki hain pyari bahno Allah pak apnay Nabi kay sadqay hum sab ko in niyyaton pay aamal kurnay ki tufeeq aata karay ameen
  13. iqra bahan bohut hi achi sharing ki hai apa nay Allah pak apnay nabi kay sadqay mien hum sab ko sunatoon pay aamal kurnay ki tufeeq ataa karay ameen aur hum sab bhi in pyari pyari meeti sunaton ko apna mamool bana lain ameen
  14. SanaAli

    hum aik mintue mien kya kur sakhtay hain

    In one minute you can recite Soorat al-Faatihah ,In one minute you can recite Soorat al-Ikhlaas (Qul Huwa Allaahu Ahad) You can read one page of the Book of Allaah in one minute. You can memorize a short aayah of the Book of Allaah in one minute.,In one minute you can say Subhaan Allaahi wa bi hamdihi (Glory and praise be to Allaah) 100 times,In one minute you can say Subhaan Allaahi wa bi hamdihi Subhaan Allaah il-'Azeem (Glory and praise be to Allaah, glory be to Allaah the Almighty) 50 times,In one minute you can say, Laa hawla wa laa quwwata illa Billaah (there is no strength and no power except with Allaah) more than 40 times. In one minute you can say Laa ilaaha ill-Allaah approximately 50 times.In one minute you can seek the forgiveness of Allaah more than 100 times by saying "Astaghfir-Allaah (I seek the forgiveness of Allaah). In one minute you can motivate your heart to give thanks to Allaah,In one minute you can read more than two pages of a useful book that is easy to understand, You can raise your hands and recite any du'aa' you wish from the books of du'aa', in one minute,You can say salaams to and shake hands with a number of people in one minuteYou can forbid an evil action in one minute. . You can enjoin something good in one minute. . You can offer sincere advice to a brother/sister in one minute. . You can console someone who is depressed in one minute. . You can remove something harmful from the road in one minute.
  15. mashaAllah itnee pyari baat kahi hai pyari bahan aap nay hum apni zaban ko faltu bataon say aalodah kurnay kay bajey yee itnee choti si baat hi keh dain tu janat mein kitnay darakht laga sakhtay hain sirf aik din hi mein bohut zaberdast post hai Allah pak apnay mahboob kay sadqay mein hum sab ko tufeeq day ameen
  16. mera aik sawal hai kay Allah pak nay kisi aurat ko aulad nahin di tu us mein aurat ka kitna amal dakhal hai kya wo aurat manhoos qaraar di jai gi is mashray mein kya us aurat say new born babay ki khabur chupaee jai gi? kya wo aurat bachay ya bachi ko hath laghna chahey tu us say hatha laina chahey baby ko kya wo picture mang lay tu nahin daina chahey kay wo koi jadoo kur day gi ya kuch kur day gi baby ko wo hi aurat koi juice ya soup ya koi food bana kur day tu us ko bahur daal daina chehy kay us nay jadoo kur kay diya hoga kis say pochay yee sawal kis ka qasoor hai in sab baton mein aisee aurat ko kya kurna chahey ?
  17. aik aur sawal pochna hai kay yee shadi ki rasmon say pehlay aik hinduana rasam hoti hai ubtan ki jo kay yahan log bohut hi ziyada manatay hain kay jis mein murd aurton ki aik dosray ko ubtan laganay mien khoob hatha paee hoti hai yee islam mein kahan jiaz hai ?
  18. SanaAli

    humaray gunah aur humari dua

    i got this post in email i want to share it kitnee sachee aur achi baat hai Allah pak hum sab kay gunahon ko maaf karay ameen aur humari hur hur duaon ko nabi pak kay saday mien qabool karay ameen As I sit here alone, the tears rolling down my face It is not salt, but pain that I taste So I leave now to go stand before You I am helpless and alone, what else can I do? I have asked, I have begged but my sins block my du'a I will come now still begging, forgive me O Allah! Forgive me and grant me what it is that I ask For me it is impossible but for You a simple task I try and I try but I do not succeed But I understand and know it is because Your Words I do not heed I hear, yes I hear but I do not always obey Perhaps that is why I am destitute, isolated and why You have written that I will be alone this way I have no to blame but the person in the mirror I see No one else must pay for my sins, no one else, no one else, no one else but me So I stand before You to again beg forgiveness because You said that I can You have told us in Your Book that You are Ar-Rahman I will ask, I will beg but my sins my block my du'a But I will keep asking, forgive me O Allah! Think Abt It..? Our Sins Block Our Way Of Dua To Reach Arsh Of Allah...! "So I stand before You to again beg forgiveness because You said that I can You have told us in Your Book that You are Ar-Rahman.. " May Allah Forgive Us All..! and May guide us the right path of the believers..Ameen..!
  19. mashaAllah bohut hi achay sawal javab aur fatway post ho rahay hain yahan Allah pak sab ko in kamoon ka ajir azeem day ameen mera aik sawal hai kay aaj kal jo bohut say log bohut hi dhoom dhaam say bohut birth days aur anniversary manatay hain wo kaisa hai aur kahain tu aisa laghta hai kay shadi hai itna ahtemaam kya jata hai aur anniversary mein saas sahiba mazaq bhi furmatee hai apnay damaadon (beti ki husband) say kay kheer mien cotten rakh kay diya khanay ko ladoo mein koi kids toy rakh diya baray hi ahtemaam say flowers mien koi kids toy rakha kay talash karoo aur sab logon ko dekhana kay hum kaisay kaisay games kurtay hain kya yee sab islam mien jaiz hai?
  20. bohut hi achi post hai aur meray khayal mien tu sirf aik ki wajah kafi hai kay hum sirf aur sirf Apnay Allah pak aur nabi pak kay laey hijab lay tu meray eman hai Allah pak nabi karim kay sadqay mien humari sab parishaniyan aur hajaat ko na sirf pora karagaa balkay chehray pay aisaa noor hoga kay dosray bhi hijab lainay ki kosish karaingay ameen Allahpak nabi pak kay sadqay mein hum sab pay apna rahim -o- karim karay ameen
×
×
  • Create New...