Jump to content

SanaAli

Islamic Sisters
  • کل پوسٹس

    244
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

سب کچھ SanaAli نے پوسٹ کیا

  1. philippies mein bohut bura flood aya hai wahan bohut saray muslim bhi hai agar mein nay kaha kay dua karoo wahan kay musibaat haal muslim hoon ya non muslim tu kya ghalat hai aik sahab ko bohut gussa aya mujh ko reffrence chahey kay quran aur sunnat kya kehtay hain iss baray mein jab kay mein apnay muslim logon kay laey bhi bohut madad aur dua kurti hoon sirf Allah aur pyaray nabi kay laey plz mujh ko jaldi reply chahey
  2. assalaam-o- alikum why i cant not accees in sister sec. ????
  3. SanaAli

    high alert

    mujhay yee meri cousin ki pakistan say email aee thi yahan post kur rahi hon mufti_taqi_usmani_db_message_1_.pdf
  4. SanaAli

    ip adress

    mera computer public user hai kya mein apna ip adress safe kur sakhti hon takay meri koi bhi information koi use nahin kur sakhay kis taraf karoo any body help me
  5. still waiting for replies uncle is asking baray-e- madinah aap log batain quran aur hadees ki roshni mein kay kya javab doon
  6. assalaam-o-alikum haan ss yee tu ghalati hogaee ab un ka sawal hai tu yahan naa koi bhi plz email adress edit kur dain coz i don't know how to remove this and give me replies i req. to all of my sisters then i will paste him thanks
  7. SanaAli

    kya kahain

    kaisay hain aap sab aik uncle say mulaqat hui baray parishan hain kay un ki bahooin namaz ki tu paband hain but jhoot bohut bolti hain baal katwa rakhain hain baal high light kya hua hai larkon ko dekhanay ko baal always khulay rakhti hain allah maaf karay shalwar 9ankle) say bhi bohut uper hoti hai unhoo nay mujh say kaha hai kay quran aur sunnat ka hawala day tu wo sab mails apni bahuon ko forward kur daingay aap sab jis bhi tarah un ki madad kurna chahey karay
  8. bohut khushi hui tu bas jaldi sau hum ko bhi bulain ander bahur hain intezaar mein
  9. SanaAli

    aik choti si koshish

    bohut dino say koshish kur rahi thi kay koi tarkeeb karoon aur apnau area mein dawat-e- islami ka koi bhi ijtimaa karoon Allah say dua bhi kurti rehti thi aik bahan milin jo kay pehlay tu farhat hashmi kay pass jati thi phir Allah ki bandi tair ul qadri ki bahoo jo kay canada hi mein hoti hain us kay pass jati thi Allah kay karam say nabi pak kay sadqay mein un ko sab tafseel di aur un ko dawat-e- islami ki taraf lanay mein kamyaab hui ajj Allah kay karam say bohut khushi kay saath ap sab ko bhi bata rahi hon kay inshaAllah coming sunday un hi bahan kay ghur mein dawat-e- islami ka ijtama hai App sab logon say dua ki talib hoon kay meri yee koshish ko din dogni taraqee daa ameen
  10. Allah pak dawat-e-islami ko itnee taraqi day ki sirf aur sirf east to west north to south dawat-e- ismlami hi hoo ameen
  11. mujh ko kisi ni di thi yee site aur mein nay dekha nahin tha jabhi yahan request ki thi Allah pak maaf karay aisay bad mazhab say tu Allah pak apni hifazat mein hi rakhay ameen
  12. SanaAli

    ways to increase iman

    Ways 2 Increase Iman... 1. Pray in the last third of the night. 2. Go to Fajr and Isha in congregation. 3. Say Adhkaar in the morning and evening. 4. Remember Death often. 5. Contemplate over the creation of Allah and how vast and beatiful his creation is. 6. Gain some knowledge of the Deen daily. 7. Remember the purpose of life 8. Fast Voluntarily 9. Pray as if it is your last prayer 10. Read Quran 11. Give sadaqa 12. Do dhikr 13. Listen to Quran recitation 14. Read Seerah/Listen to lectures about it (esp by Shaykh Anwar al Awlaki) 15. Read about the sahabah/Listen to lectures about them 16. Say often, "Laa ilaha illa Allah". 17. When you have gained knowledege, inform others of it 18. Try to go to regular circles to have discussions about Islam 19. Smile for the sake of Allah 20. Reading Surah Khaf with deep thought and understanding, until it awakens u to the dajaalic system that we live in. 21. Alaways think about allah, thinking is a faridah in islam 22. Learn about science in light of Quran and Islam. 23. Call friends and tell them you love them for the sake of Allah. 24. Protect ourselves from Shaitan 25. Make sincere Dua 4 the Ummah 26. Try to help others as much as you can 27. Make reading Qur'an regular 28. Read certain surahs at specific times, i.e. Surah Mulk at night 29. Thank Allah(swt) witthin your heart everday till the day you die , then thank him yourself for everything ! Allah hu akbar 30. Make Dua' for your bother/sister 31. Love for your brother what you love for yourself 32. Discuss Islamic matters with believing brothers/sisters - share knowledge, educate each other 33. Choose obedience over disobedience 34. Uttering "Inna Lillahi wa inna Ileyhi raji'oon - To Allah we belong and to Allah we return" whenever you are afflicted with anything whether it be small or big. Allah(SWT) says: "Be sure we shall test you with something of fear and hunger, some loss in goods, lives and the fruits (of your toil) but give glad tidings to those who patiently persevere. Those who, when misfortune strikes them, say: 'Indeed we belong to Allah and to Him is our return. Those are the ones upon whom are blessings and mercy from their Lord and it is those who are rightly guided." [sûrah al-Baqarah: 155] The Prophet (peace be upon him)said:"No fatigue, illness, anxiety, sorrow, harm or sadness afflicts any Muslim, even to the extent of a thorn pricking him, without Allah wiping out his sins by it." [sahîh al-Bukhârî and Sahîh Muslim] 35. Look at how complex our bodies are (circulatory system, nervous system, etc), and realize that only Allah (SWT) could have made something like that. 36. Love for your brother what you love for yourself 37. Smile, make people happy
  13. SanaAli

    what about this site

    kya yee sunni site hai baray-e- madina batain zara http://www.*********.com/
  14. jazak Allah itnee pyari post hai kay ankh bhur aee jazak ul khair
  15. jo log pakistan say bahur hai wo kis tarah shareek ho sakhtay hain zara madad kur dain
  16. SanaAli

    Khamoshi

  17. mujh say kisi nay sawal kya hai kay kya wo madni sisters jin kay baal safeed ho jain wo balon ko color kur sakhti hain javab ki madni iltija
  18. Allah pak admin bhai ko apnay habib kay sadaqay say hur taklef aur parishani say nijaat day ameen aur us kay tufail hum sab ki bhi hur hur takleef aur parishaniyon ko khatum karay hum sab dua goo hain humaray chotay say admin bhai jaldi hi hum sab ko join karaingay
  19. SanaAli

    Deobandi Kalima Risala Al-imdad

    __________________
  20. Eid mubarak***** Dear all,May ALLAH bless you with Health, Wealth peace and happiness And may you have a joyful Eid celebration. ..
  21. mujh ko yee forwarded mails mein aee hai aap batain kya yee roza -e- rasool sallalahu alaihi wassalam hai
×
×
  • Create New...