Jump to content

Umar Taj Attari

Composing Team
  • کل پوسٹس

    243
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    3

سب کچھ Umar Taj Attari نے پوسٹ کیا

  1. Bilkul janab jab mere aur aam admi ke daikhne me, aur Allah ke daikhne me itnaaaaa ziada faraq hai to wo shirk kaise hua. hamara daikhna us ka ata karda us ka zaati. hamara daikhna mehdood us ka lamehdood. hamara daikhney ko hadas mumkin us ka daikhna abdi azli. janab jab koi inteeeey ziada diffrence ke sath kisi me aisi koi sift ka iqraar karta hai jo allah me mojud ho to tum kaise keh sakte ho ke wo shirk kar raha hai. is mein madad karna bhi shamil hai. ab ye daikho agar tum sach pake touheedi ho to ghoor karo tum ne Allah ko ASMAN per keh ker tum Allah ki Lamehdood zaat ko Mehdood karne ki mazmoom koshish nai kar rahe kya? Apne Qool pe sache dil se ghoor kar lo tumhari haqeeqat tum pe khul jae gi. Tooheedi ne Quran ka hawala to de diya lekin ayat ka hawala nai diya. albata wo Hazrat Khizar aur Moosa Alaihimussalam ka Qurani waqiya bhi bhool gya jis me Hazrat Khizar Alaihisalam ne Aik Bach isliye Qatal kardiya tha ke unhen Dar tha Ke wo bara ho kar Apne Maan Baap Ko Ghalat rastey pe lagane ka bais ho ga. Kya kehta hai touheedi yahan k Hazrat khizar ke paas konsi ultra sound machine thi?
  2. Wah jee Talinor jab dosre mozo pe jawab nai aya to rahe farar ikhtiyar karte hue naye scan post kar diye agar mai ka lal hai to purana topic clear karne k baad naya shuro kiya kar. Kya tu nai jaanta k aik lafz ke kitne matlab nikal sakte hai, me ne me ne CRULP ki online dictionary ka hawala de kar ye sabit kiya hai ke Mujra Lafz Salam Arz karne ke mani me istimal hota hai. to ye ghustakhi kaisi ye to TAZEEM hoi. Jahan tak Deobandi abarat ka taaluq hai tm sabi kar do ke kisi aik ibaarat ka aisa wazey matlab nikalta ho. warna us baat ka hawala dena chor do.
  3. Jee janab yaqeenan Aap k samajhne ki hi ghalti hai. Aap ye Bataen k ye kon si hadees hai ke 72 firqey Shirk ki hi waja se jahanami hon ge. wo kufar ki waja se bhi to ho saktey hain na. Aap ne Kufar aur shirk ko mila ke likha hai jaisa k aap samajhte hain k Kufar aur shirk me koi faraq nai hai. Bhai jan har Shirk Kufar ki qisam hai lekin har kufar shirk nahi, jaise koi shakhs Hazoor ki shaan me ghustakhi kar ke agar Kafar ho gya to kya us ne shirk bhi kia? Umeed hai baat samajh a jaye gi.
  4. Bismillahir Rahmanir Raheem Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam subhan ALLAH azawajal nice news brother
  5. مُجْرا [مُج + را] (عربی) http://www.crulp.org/oud/default.aspxج ر ی مُجْرا عربی زبان میں ثلاثی مجرد کے باب سے مشتق اسم ہے۔ اردو میں بطور اسم ہی استعمال ہوتا ہے اور تحریراً 1649ء کو "خاور نامہ" میں مستعمل ملتا ہے۔ متغیّرات مُجْرہ [مُج + رہ] اسم نکرہ ( مذکر - واحد ) واحد غیر ندائی: مُجْرے [مُج + رے] جمع: مُجْرے [مُج + رے] جمع غیر ندائی: مُجْروں [مُج + روں (و مجہول)] 1. حساب میں مہنا، کٹوتی، محسوب کیا جانا۔ "آٹھ روپے کی رقم پیشگی آنا چاہیے جو آخری دو جلدوں کی قیمت میں مجرا کر دی جائے گی۔" ( 1984ء، ارمغان مجنوں، 529:2 ) 2. مودبانہ سلام، بندگی، آداب، تسلیمات، کورنش۔ "جب سلام کرنا ہو تو .... آداب و تسلیمات بندگی اور مجرا بجا لاتے ہیں۔" ( 1990ء، آب گم، 321 ) 3. ناچنا گانا، طبلے اور سارنگی وغیرہ کے ساتھ طوائف کا ناچنا گانا، ناچ گانا جو بطور اسلام امرا وغیرہ کے روبرو یا شادی بیاہ میں کیا جائے، ناچنے گانے والوں کا محفل میں بیٹھ کر گانا؛ رقص و سرود؛ آدھا ناچ، صرف صبح یا شام کا ناچ۔ "قوالیاں ہوں گی مجرے ہوں گے، نیازیں بٹیں کی۔" ( 1989ء، غالب رائل پارک میں، 123 ) 4. وہ مرثیہ جو رباعی، غزل، قطعہ یا قصیدے کی طرز پر ہو اور اس کے مطلع یا اول شعر میں لفظ مجرا یا سلام لایا جائے۔  ان کو مجرا تھے جو زیر آسماں بیٹھے ہوئے بھوکے پیاسے بے وطن بے جانماں بیٹھے ہوئے ( 1892ء، مہتاب داغ، 250 ) 5. باریابی، ملازمت، بادشاہوں یا امرا کو سلام۔ "اس میں میر محمد سوز صاحب کہ اوستاد جناب علی (نواب آصف الدولہ) کے تھے، واسطے مجرے کے حاضر ہوئے۔" ( 1984ء، اسلوبیات میر، 48 ) 6. ناچ گانے کا معاوضہ یا فیس، خدمت کا صلہ، انعام۔ "مجرے کا معاملہ طے کرنے میں وہ بڑی سخت تھی۔" ( 1982ء، خدیجہ مستور، بوچھار، 26 ) 7. ناچ یا گانے کا بلاوا۔ (ماخوذ: علمی اردو لغت)۔ 8. بطور الاونس یا وظیفہ مقرر کیا گیا، وظیفہ، الاونس۔ (ماخوذ: پلیٹس) مترادفات مِہْنا مَحْسُوب داخِلَہ رَقْص مرکبات مُجْرا گاہ روزمرہ جات مُجْرا پانا روپیہ وصول پانا، بھر پانا، چڑھا ہوا روپیہ مل جانا، روپیہ بہی مل جانا۔ "جو نالش بابت زر ثمن منجانب بکر بنام عمرو ہو اوس میں عمو اس قیمت میں سے اپنا قرضہ مجرا نہیں پا سکتا کیونکہ یہاں بکر کی دو حیثیت مختلف ہیں۔" (فرہنگ آصفیہ؛ نوراللغات) ( 1908ء، مجموعۂ ضابطہ دیوانی، 69 ) مُجْرا آنا ناچ گانے کا بلاوہ آنا، ناچ گانے کے لیے طوائف کو بلایا جانا۔ "دو دن کے بعد ایک مجرا آ گیا، اس کی تیاری کرنے لگی، جہاں کا مجرا آیا تھا وہاں گئی، محلے کا نام یاد نہیں۔" ( 1899ء، امراءو جان ادا، 251 ) مُجْرا بجا لانا آداب بجا لانا، سلام عرض کرنا۔ "جب سلام عرض کرنا ہو تو ........ آداب و تسلیمات بندگی اور مجرا بجا لاتے ہیں۔" ( 1990ء، آب گم، 221 ) Janab ye matlab kahan se yad ane the Talenenoor ko Apni lailmi ka ilzam Alahazrat ko de diya agar zyada tafseel chahte hain hai to visit karen http://www.crulp.org/oud/viewword.aspx?refid=12320
  6. Saeedi Bhai Jazakallah, Mein Ye Wala Waqiya Talash kar raha tha lekin mila nahi, Jazakallah ke aap ne post kar dia.
  7. abhi aj kal phir aisey ghaib hai jaisay gadhay key sar se singh
  8. Ghulam e mustafa Bhai Jab Khuda Deen Cheenta Hai To Aqal bhi Cheen Leta Hai. JAZAKALLAH
  9. jazakallah, Allah Karam Aisa Kare Tujh Pe Jahan Me, Ae Dawateislami Teri Dhoom Machi Ho,
  10. jeee ghulam e mustafa bhai, abhi tazaa tazaa aik wahabi ABDUSSALAM nami kafi aitraza kar k bhag gya hai aur baqi sawalon ke jawab nai de saka.
  11. in wahabion ko farar k siwa kuch bhi nai ata. Janab abdussalm aye to the bohat bhari bharkam aitrazat le kar lekin janab bhag gaye ab phir purani duty sambhalen ge sawal karne wali
  12. Janab mujhe koi jawab nazar nai aya agair hai to barai mehar bani dobara post kar den. Janab ap ko "ACHI BATEEN" share karne se kis ne roka hai? Abhi tak kam az kam ap ne mere kisi bhi sawal ka awal to jawab hi nai diya agar diya to idhar udhar ki marte rahen hai agar koi shak hai to apni posts check kar len. aur waise bhi ahbi tak aap ne jitne sawal kiye hain utne aap se nai kiye gaye. Agar aap se koi sawal kia bhi gya hai to aap ki pos ke jawab me hi kiya gya hai. last post me mein ne ap ke bare me jaisa kaha waisa hi hua k "Umeed Hai AAp mere Suwaloon ke Jawab Pehle Ki Tarah Hazam Kar jaen Ge. lol"
  13. Mein tum se sawal karna chahta tha lekin Asif bhai ne Tafseel se Jawab de diya hai Lekin yahan kuch batei zaroory hai k cer ho jaen. 1- Allah ki Sift hai ke wo Samee o Baseer hai, Aur Daikhta aur sunta aik Normal insam Bhi hai. To agar koi kisi bandey ko samee o baseer(bila takhsees) man le to kya us ne shirk kar diya? Nihayat asaan sawal hai Nouman sahab bhi den jawab Touheedi sahab ki post ke tanazur mein
  14. Arey Bhaiaap to shirk ki muzammat byyan karne lage jab ke main ne shirk asan si defination mangi hai agar aap us main Quran o Hadees ka hawala na bhi den ge to chale ga. me janana chahta hun ke wo kya standard hai jis ko dekh kar aap kisi chez ko shirk keh sakte hain. Aap aik jamey si shirk ki taareef likh den. misal ke tor par kisi me agar koi dor se sun sakne ki taqat ka aqeeda rakhta hai to:- 1- Agar ye shir hai to kiyun hai. 2- Agar ye shirk hai to kiyun nahi hai. Umeed hai aap meri baat ko samajh gae hon ge
  15. Umeed hai ke Taleen e Noor Sahib Kuch thora sa to Sabar ka muzahira karen ge?
  16. Janab Nasir Nouman sb ap ne shayad ghor nai kia k me ne apni post me is baat ki tasreeh kar di thi ke Ummat Ijtimai tor par ab Hazoor S.A.W ke farman ke mutabiq SHIRK me griftar nai ho sakti. Agar Apne Bukahri ki Hadees Shareef Mulahiza kar li hai to umeed hai k ap ikhtl=ilaf ki sorat me Hadees se hi rad Farmayen ge.
  17. Mein kuch shia hazrat ko Personally janta hun jin ka naam Kalab hai Kaf karachi wale se lekin taqya karne se baz nai atey ye log.
  18. Jazakallah, Good Questions, Agar is Wahabi ne in sawaloon ke jawab apne Aqeedey ke Mutabiq de diye to "Sheshey ka ghar" toot jaye ga. Lekin Jawab nahi de ga
  19. Janab Abdusalam sahib aao ne biraat ka izhar to kar dia. lekin zara tafseel se irshaad farma den ke mazkora wahabi ne kon si aharkat aap ke nazdeek Quran o Sunnat ke Mukhalif ki hai jis se AAP biraat ka izhar kr rahen hai, Aur jo Larai ka Zikar Kr ke Ghai ki Khabar irshad farma rahe hai is ke baare mein bhi kuch kahen ke ye Amal Quran O Hadith ki Roshni me Kaisa Hai? Umeed Hai AAp mere Suwaloon ke Jawab Pehle Ki Tarah Hazam Kar jaen Ge. lol
  20. janab mufti azam sahab Ap ne Lafz SAG pe apna aitraz kia hai halanke mein kai shia hazrat ko janta hun jin ka naam, KALB e Abbas, wagaira hai aur Kalab ka matlab b Kutta hi hota haI. To kya kehte hai AAp Apne Shia Bhaion k Baare me REHMAT KE DUSHMAN, Mufti sahab fatwa den zara
  21. Janab Nasir Nauman sahib Hamara aqeeda hagiz nahi k Koi musalmaan Shirk nahi kar sakta hai, aur na is baat pe ikhtilaf hai, Albata Hamara Aqeeda hai k Ummat ki Aksareeyat shirk me Giraftar nahi ho sakti jaisa k Aaap ka yee aQeeda nai. Aap hazrat shirk shirk ka naara lagatey ho App ye to bata den k Shir ki kya tareef hai aur kisi amal ke bare me kia standard hai ke koi shirk kar raha hai? umeed hai aap sawal ka jawab den ge! kuch ayat pesh hain waseeley ke hawaley se:- وَمَا أَرْسَلْنَا مِن رَّسُولٍ إِلاَّ لِيُطَاعَ بِإِذْنِ اللّهِ وَلَوْ أَنَّهُمْ إِذ ظَّلَمُواْ أَنفُسَهُمْ جَآؤُوكَ فَاسْتَغْفَرُواْ اللّهَ وَاسْتَغْفَرَ لَهُمُ الرَّسُولُ لَوَجَدُواْ اللّهَ تَوَّابًا رَّحِيمًا (۶۴) اور ہم نے کوئی رسول نہ بھیجا مگر اس لئے کہ الله کے حکم سے اس کی اطاعت کی جائے (ف۱۷۵) اور اگر جب وہ اپنی جانوں پر ظلم کریں (ف۱۷۶) تو اے محبوب! تمہارے حضور حاضر ہوں اور پھر الله سے معافی چاہیں اور رسول ان کی شفاعت فرمائے تو ضرور الله کو بہت توبہ قبول کرنے والا مہربان پائیں(ف۱۷۷) And We did not send any Messenger, but that he should be obeyed by Allah’s will. And if when they do injustice unto their souls, then O Beloved! they should come to you and then beg forgiveness of Allah And the Messenger should intercede for them, then surely, they would Find Allah Most Relenting, Merciful. يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُواْ اتَّقُواْ اللّهَ وَابْتَغُواْ إِلَيهِ الْوَسِيلَةَ وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ (۳۵) اے ایمان والو! الله سے ڈرو اور اس کی طرف وسیلہ ڈھونڈو (ف۶۶) اور اس کی راہ میں جہاد کرو اس امید پر کہ فلاح پاؤ، O believers! fear Allah and seek the means of approach to Him and strive in His way, haply you may get prosperity. وَلَمَّا جَاءهُمْ كِتَابٌ مِّنْ عِندِ اللّهِ مُصَدِّقٌ لِّمَا مَعَهُمْ وَكَانُواْ مِن قَبْلُ يَسْتَفْتِحُونَ عَلَى الَّذِينَ كَفَرُواْ فَلَمَّا جَاءهُم مَّا عَرَفُواْ كَفَرُواْ بِهِ فَلَعْنَةُ اللَّه عَلَى الْكَافِرِينَ اور جب ان کے پاس اللہ کی وہ کتاب (قرآن) آئی جو ان کے ساتھ والی کتاب (توریت) کی تصدیق فرماتی ہے اور اس سے پہلے وہ اسی نبی کے وسیلہ سے کافروں پر فتح مانگتے تھے تو جب تشریف لایا انکے پاس وہ جانا پہچانا اس سے منکر ہو بیٹھے تو اللہ کی لعنت منکروں پر And when there came to them that Book (Quran) of Allah, which confirms the Book(Taurat) with them, and before that they were signed for victory over the infidels by means of the same Prophet. Then, when came to them that known and recognized one, they rejected him. So Allah's curse on those who reject. خُذْ مِنْ أَمْوَالِهِمْ صَدَقَةً تُطَهِّرُهُمْ وَتُزَكِّيهِم بِهَا وَصَلِّ عَلَيْهِمْ إِنَّ صَلاَتَكَ سَكَنٌ لَّهُمْ وَاللّهُ سَمِيعٌ عَلِيمٌ (۱۰۳) اے محبوب! ان کے مال میں سے زکوٰة تحصیل کرو جس سے تم انھیں ستھرا اور پاکیزہ کردو اور ان کے حق میں دعائے خیر کرو (ف۲۳۸) بیشک تمہاری دعا ان کے دلوں کا چین ہے، اور الله سنتا جانتا ہے، O beloved Prophet! realize the poor-due (Zakat) out of their wealth, to purify them and cleanse them therewith and pray good for them. No doubt, your prayer is solace for their hearts. And Allah hears knows.
  22. Abdusalam sahib dosrey topics pe to bohat active nazar atey hain lekin do dafa pochney ke bawajood unhon ne mere chand simple sawaloon ke jawab na diye. abdusalam sahib me is ko kya samjhun?
  23. jazakallah. Plz dont Write "Sri lanka" but Write "si lanka" or "Cylon" Bapa Jan ne Mana Kia Hai
  24. Rana sahib jazakallah, Me Aap ka hi intezar kr raha tha. Ap ki jawab ki khabar mere liya basharat se kam nahi hai. Allah Azzawajal aap ko jazai Khaira Ata farmaye. Aap Ke Ilam, Amal, sehat aur darajat mein izzafe farmaye. Ameeeeeeen
  25. Andhi Adawat bhi bandey ki mat mar deti hai. hain na talenore. Apni hadees fehmi per ghor kar lo . tm ne auliya se adawat ikhtiyar ki to Allah Azawajal ne tmhari aqal Pe Pardeeeeeey dal diye. tum sirf sirf aur sirf, apne jahil ulama ki andhi taqleed kar saktey ho quran aur hadees se tum ko kio wasta hi nahi hai. kia tm ne Aulia ki Tareef me Bukhari hadees nai sunni ke Allah azawajal apne wali ke hath paon zaban ankhen aur kan ban jata hai. lagao imam bikhari pe ana fatwa. Balke Allah Aur Rsool Azzawajala wa sallalaho alaihi wasalm pe bhi apna fatwa lagao ke Wali ko Allah se mila diya. Badbakhti tmhara muqddar hai. Jazakkallah Asif Bhai
×
×
  • Create New...