Jump to content

Umar Taj Attari

Composing Team
  • کل پوسٹس

    243
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    3

سب کچھ Umar Taj Attari نے پوسٹ کیا

  1. Janab aap ki ki gae post ko me nai intihai tasalli se parha lekin aap ki post me mujhe kahin bhi SHIRK KI TAREEF nazar nai ayi. ho sakta hai mere daikhne ki ghalti ho agar me ne mis kardi hai to nishandahi farmaden! shukriya. AAp ne Allah se darne ka bayan kiya lekin aap shayyad bhool gaye ke hamare aqeedey ke mutabik tanha shakhs se Gunah, Shirk aur Kufar ka sarzad hona mumkin hai. is liye yaqeenan wo ayat se dar hasil kare ga. Albata hadees ki ro se Musalmanoon ki itni bari aksariyat ka Shirk to kuja Gumrahi par ikatha hona bhi mahal hai. lekin maazrat ke sath mujhe phir mehsoos hua ke janab ne pehle to koshish ki hai ke hum ye man jaen ke musalmanoon ki jamaat se shirk ka sudoor mumkin hai, aur us le baad aap un ko mushrik sabit bhi karna chaheen ge. Lekin afsoooooooooooos apki mehnat zia gai. ke jin mozuat per ayat pesh kar ke aap jo dar sabit karna chahrahe the us ki mojodgi ab bhi hai ke koi tanha kuch bhi kar sakta hai. Yaqeenan me Doobara ap ki post ka intizaar karun ga jis me ap ki taraf se shirk ki taareef ho gi. App ne jis mozu pe lecture diya wo hamari behas ka hisa nai hai. umeeda hai ke aap samajh jaen ge ke mera mutalba Sirf aur sirf Shirk ki mukhtasar si aap ke aqeedey ke mutabiq taareef hai. Ab tak ap nai samajh pae. Ya phir shayad jis lafz ko aap sab se ziada istimal kartey hai us ki taareef se hi aap na waqif hain.
  2. Jehal ki intiha hai. Ke Shajra(jis me Aik Musalman ke Silsalay ki Nabi Sallallahuwasalam tak pohanchaney ki sanad hoti hai) ko Gher islami nai balke Kufar aur shirk keh dia hai. Aur islam kya wo hai jis Ko aaj app mutarif kara rahe hain? Is ne to Deogandiyon ko bhi kafar aur mushrik keh dia. hahaha
  3. Jehal ki intiha hai. Ke Shajra(jis me Aik Musalman ke Silsalay ki Nabi Sallallahuwasalam tak pohanchaney ki sanad hoti hai) ko Gher islami nai balke Kufar aur shirk keh dia hai. Aur islam kya wo hai jis Ko aaj app mutarif kara rahe hain? Is ne to Deogandiyon ko bhi kafar aur mushrik keh dia. hahaha
  4. hey Mr. Riz Danish we are not here to answer ur bluddy non sence Questions. Agar tum kuch sabit karna chahtey ho to Quran O Hadees se proof do. Bak bak na kiye jao. Aur char imaam Baqi aima se afzal they is liye ziyada shohrat pai. Aur jin aima ka zikar tu kar raha hai wo Imam fil hadees they jab ke, Char imam Imam fil Fiqh. Aur sahabah bhi fiqh per amal kartey they lakin us ka koi specific name nai tha Naam to baad me awam me mashhoor ho gaye they. Aur Kharij to tum huey ho Kharijion wale aqaid apna kar hey Mr. Riz Danish we are not here to answer ur bluddy non sence Questions. Agar tum kuch sabit karna chahtey ho to Quran O Hadees se proof do. Bak bak na kiye jao. Aur char imaam Baqi aima se afzal they is liye ziyada shohrat pai. Aur jin aima ka zikar tu kar raha hai wo Imam fil hadees they jab ke, Char imam Imam fil Fiqh. Aur sahabah bhi fiqh per amal kartey they lakin us ka koi specific name nai tha Naam to baad me awam me mashhoor ho gaye they. Aur Kharij to tum huey ho Kharijion wale aqaid apna kar
  5. Imran Bhai Very good reply. lekin in shia hazrat ke nazdeek taqya wajib hai. us ki misal ap ko agli hi post me shia khud de de ga.
  6. Jana ap ne shayed meri demand karda posts ko parha nai hai me ne Shirk ki mazammat ke ilawa baghai rawayat ke ap k aqeedey ke mutabiq tareef mangi thi. lekin tum apne jehal ka ilzam dosron ko deney lagey?
  7. Janab nasir sahib AAP ki Pesh karda AYat aik taraf lekin aap shirk ki aik jamay taareef pesh karne se qasir hai. AAp shirk shirk ki rat lagey hoey hain aapko us ki taareef hi nai pata hai. Acha khel rahen hai aap deen ke sath me aap se Shirk ki mazamat ki rawayat ka mutalba nai kar raha balke aap ke aqeedey ke mutabik bar bar aap se shirk ki tareef mang raha hun ta ke baat age barh sake, lekin aap ko koi asar nai hota kan pe jun tak nai reengti. Ajeeb insan hai aap. AAp ki kya hesiat hai ke aap jamhor ummat ke amal ko shirk keh kar musalmanon ki aksariat ko mushrik kar dalen jab ke aap ko shirk ki tareef bhi na ati ho. AAp Ko Kya Baroz e qiyamat jawab deh nai hona? Meri post ka lamba chora jawab dene ki bajae Mukhtasir magar jamay alfaz mein apney aqeeday ke mutabiq shirk ki tareef likhen. Warna aap jaise jahil ke aitraz ka jawab nae diya jae ga.
  8. Jazakallah, i will try to be a subscriber of the BOOK POST. I like Mufti sahab very much. Tmam Ulamae Ahle Sunnat Se to haum ko pyar hai. Inshaallah Azzawajal Do jahan me Apna Bera Par hai.
  9. tum ne kaha k qalb ka matla badlny wala ys pslstney wala hota hai is site se sabit karo. ye lo site http://www.crulp.org/oud/ViewWord.aspx?refid=5783 is me tafseel parh sakte ho.
  10. pehle to ja k ussi website ka ye link check karo ke is ka kiya mani hai http://www.islamic-dictionary.com/index.php?word=kelb Meaning of... Word: Kelb Meaning: dog True Form: كلب Grammar: name of an animal; Explanation: ab bata zara bache phans gaya apne jaal me khud hi. ab bata shia khud ko kutta kehten hain ya nahi
  11. Beta Forum pe ane se pehle forum ke rules parh lene the. Yahan Kisi Badmazhab ki site ka link allow nahi hai. Aur Qalab(Qaf Qainchi wala) ka matlab dil(munqalib hojane wala, badal jane wala) hai. Aur Kalab(kaf karachi wala) ka matlab hai kutta. Aur dosrey ko kam ilmi ka taana dene se pehle koi dictionary to dekh lete. Aur Waise ja kalab shia naam me istimal karte hain us ka matlab Kutta hai, kisi zakir se pochna. Aur waise tum q mano ge tum to taqqya karo ge. sawab jo hua. Ab ye na keh dena takya ka matlab pillow hai. kam ilam jo huey susti e azam. susti itni ke kisi se pocha b nai aur fatwa jari kar dia
  12. Admin shia ne post # 59 me deo bandi link add kia hai plz edit it
  13. Acha Janab app agar na batate to mujhe pata hi nai chalta ke shirk ki kya diffination hai. Aap is ko shirk ki Taareef kehtey hai? herani ki baaat hai na to yahan pata chala ke shirk kya hai. aur na ye ke kisi amal ki janch ke liye ke wo shirk hai ya nai kya standard hai. Aap ka agar ilam kam hai to kisi alim se hi poch lete ke janab shirk ki taareef kya hoti hai? Me kai dafa aap se demand karne k sath ye shart bhi rakh chuka hun k ye bhi bata de ke kaise pata chale ke koi amal shirk hai ya nai. Aur do din pehle wali post no 62 bhi aap k jawab ki muntazir hai jis me aap ke shirk tareef ke hawale se kuch hai.
  14. Sis Salfi to Wahabi hote hai wahan to kafi Ahnaf ke masail the. But jazakallah.
  15. Bismillahir Rahmanir Raheem Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam Jazakallah
  16. Umar Taj Attari

    Kya Coca Cola Haram hai?

    App is link ke tanazur me apni research share kar sakte hai. is me to haram kaha gya hai. agar kisi ke paas koi fatwa hai to plz share. agar ye site deobandioon ki hai to erase kr den but i dont know. Whoever erase plz comment about this also. *********************
  17. Bad bakhti hai na ke apne program ko jari rakhne ki khatir aur ihtijaj se bachne ki khatir Majboori mein tooba kari. Agar ihtijaj ho jata to iss ka kuch b nai bachna tha. Dar gya bechara
  18. Beta bhag to tu raha hai. bhagney se sach nai badal jata tum to sabit hi nai ker sakte is sher ko ke ye Alahazrat ka hai . Aur Apni ghaleez zaban ko lagam tum dalo. Mujhe aisa koi scan nazar nai ata hai agar apne dawa me sache ho to scan ko clear kr ke bara kr ke zara dobara post kar do ta ke tumhari sachai sabit ho. Aur Wahabion deobandion ki kitab ka hawala na dena. ok. Abhi dodh ka dodh aur pani ho jae ga aur agar tum post na kar sake to apni shakist tasleem kar lena. Warna jhootey pe Allah ki lanat ho.
  19. jana ani israel ki itah hi hadees se sabit aur shirk se muhafzat bhi hadees se sabit to aap kiun bazid hain ke aap ummat ke haq me shirk sabit karen. waise bhi Bani israel se mushabhat taadad me hai na ke amal me jo ke zahir hai. Waise bhi aap se me ne shirk ki diffination mangi thi jo ke abhi tak nai ayi. aap shirk ki diffination post karen masail ka hal ho jaey ga. Touheedi sahab bhi ajeeb behas me pare hain Shirk ki Diffination q nai post kartey?
  20. Janab kitni ajeeb baat hai ke aap ye to pasand kartey hain ke dosron ke samney haqeeqt a jaye lekin kya aap haqeeqat ke izhaar ko naapasand kartey hain. Aap ne hamarey Akabir ki abaraat quote ki ur un per tabsaraa aisa kartey hain ke jis ka haqeeqat aur ibarat se koi taluq nai. is cheez ka saboot aap ki last post de rahi hai ke Alahazrat ne us waqiye se koi masail akhaz nai kiye lekin aap ki harza sarai ke aap ne poin akhaz karne ka ilzam bhi un ke sar laga diya. Jaab aap ke ghalat nateeja akhaz karne ki nishandahi ki jae to aap ki zime dari hai ke pehle us ka jawab den ya haqeeqt ko qubool karen. Warna Meri Admin se request ho gi ke aap ki Posts Delete kar di jaen. aap ke ghai zimedarana rawayye ke natije mein. Aap barelviat ki kutab me ghalat ibaraat(aap ke mutabiq) ki nishandahi kar ke nateejatan ye chahten hain ke hum un se Biraat ka izhar karen. to aap ki posts mein jab aik Ghalat CheZ ki nshandahi ki jati hai to aap us se rujoo karne se gurezaan Q?
  21. Chalo tum ne Kalab ke maan i kutta hone ka iqrar to kiya. Kitna ajeeb manzar hai ke aik shai jis ka naam kalab e Abbas hai wo to fakhria keh raha hai ke mera naam Abbas ka kuta hai kuta hai kuta hai lekin janab Abbas ka sil bana rahe hai jis ka koi matlab hi nahi niqalta hai . aur bhaag to tum rahe muftriiiiiiiii
×
×
  • Create New...