Jump to content

Jad Dul Mukhtar

اراکین
  • کل پوسٹس

    733
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    25

سب کچھ Jad Dul Mukhtar نے پوسٹ کیا

  1. MUFTI AZAM KA HAAL BILKUL DEOBANDIOON OR WAHABIOON KA SA HAI, JISS TARHAH WO APNI KITABOON SAY BEKHABAR HOTAY HAIN ETIRAAZ KARTAY HOYE, ISSI TARHAH MUFTI SAHIB KA BHI HAAL HAI. YE BHI SIRF OR SIRF COPY PASTE WALAY TAQIYYA BAAZ SHIA RAFZI NIKLAY. SHEIKH SADOOQ KEHTA HAI KAH MUFOWVIDAH OR GULAAT HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KAY SAHOO KA INKAR KARTAY HAIN , ALLAH KI UN PER PITKAR HO OR KEHTAY HAIN KAH AGAR HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KA DORAAN NAMAZ SAHOO JAIZ JANA JAYE, TO PHIR UMOOR E TABLEEG MAIN BHI SAHOO JAIZ MAANNA PARAY GA, KYON KAH TABLEEG KI TARHAH NAMAZ BHI APP PER FARZ HAI, LAKIN YE HUM PER LAZIM NAHI AATA, ISS LYE KAH TAMAM AHWAAL JO HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM OR DOOSRAY LOGOON KAY LYE MUSHTARKAH HAIN UN KA APP SAY SUDOOR JAIZ HAI, APP BHI DOOSRAY LOGOON KI TARHAH NAMAZ KAY MUKALLAF HAIN OR DOOSRAY LOOG APP KI TARHAH NABI HARGIZ NAHI, LIHAZAA APP SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KI MAKHSOOS HALAT SIRF NABUWAT HAI OR TABLEEG SHARAIT E NABUWAT MAIN SAY HAI, OR YE BHI JAIZ NAHI KAH SAHOO O NISYAAN APP KO NAMAZ MAIN TO HOTA HAI, TABLEEG MAIN BHI JAIZ HONA CHAHIYE, YE ISS LYE KAH TABLEEG MAKHSOOS EBADAT HAI OR NAMAZ MUSHTARKAH EBADAT HAI, OR HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KA SAHOO HAMARAY SAHOO KI TARHAH NAHI, APP KA SAHOO TO ALLAH TA'ALA KI TARAF SAY THA, ALLAH TA'ALA NAY APP SAY YE ISS LYE SADIR FARMAYA TA KAH APP KA BASHAR OR MAKHLOOQ HONA MALOOM HO JAYE, LIHAZAH KOI SAKHS APP KO MABOOD BANANAY KI FIKAR NA RAKHAY, OR APP KA SAHOO ISS LYE BHI ALLAH TA'ALA NAY WAQIA KIA TA KAH LOGOON KO APP KA SAHOO DEKH KAR APNAY SAHOO KAY MASAIL MALOOM HO SAKHAIN, HAMARAY SHEIKH MUHAMMAD BIN HASSAN ALWALEED KAHA KARTAY THAY KAH NABI MAIN GULU KA PEHLA DARJAH YE HAI KAH UN KAY SAHOO SAY INKAR KI AJAYE, OR AGAR IN AKHBAR O WAQIAAT KO RAD KAR DIA JAYE, JO SABOOT E SAHOO MAIN HAIN, TO PHIR TAMAM AKHBAR KA RAD KARNA BHI JAIZ HO JAYE GA, OR ESSA KARNAY MAIN DEEN E SHARIAT KA ABTAAL HO JAYE GA, OR MAIN KHAYAL KARTA HOON KAH AGAR KOI SHAKS HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KAY SAHOO O NISYAAN KAY MOZOOH PER MUSTAQIL KITAB LIKHAY TO USS KO AAJAR MILAY GA, OR USS KITAB MAIN MUNKIREEN KA RAD BHI HO , TO INSHA ALLAH WO SAWAB PAYE GA. (MAL LAA YADRAHUL FIQIYAH, JILD 1, PAGE 234) MUFTI AZAM KYA FATWA LAGAYEEN GE APNAY SHEIKH SADOOQ PER, YE TO KEHTAY HAIN KAH IN KAY SHEIKH KA MANNA HAI KAH AGAR KOI HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KAY SAHOO O NISYAAN PER KITAB LIKHAY OR NA MANNAY WALOON KA RAD BHI KARAY TO USS KO SAWAB MILAY GA.
  2. MR. PERFECT TAQIYYA SAHIB APP YE MASHWARA MUFTI AZAM KO DAIN YE ETIRAAZ ISSI RAFZI NAY UTHYA THA NA KAH HUM NAY, HUM NAY IN KO JAWAB DE KAR IN KA MOUN BAND KIA HAI. JIN KA SHROO HOTA HAI WO SUB SHIA HAIN OR KALB KA MEANING DOG KAY HAIN.
  3. SITARAGROUP NAY ISS AYAT SAY YE SABIT KARNAY KI KOSHISH KI KEH ISS SAY GAAM MANA SABIT HOTA HAI, KYA ISS KA YE HI MATLAB HAI. AAYE SHIA MUFASSIR SE POOCHTAY HAIN. JANAB MUFASSIR SAHIB KEH RAHAY HAIN KAH JISS PER ZULIM KIA GAYA HAI WO HAQ RAKHTA HAI KAH WO ZALIM KI BURAYE KO BAYAN KARE. YANI FALAAN NAY MUJH PER ZULUM KIA YANI FAQAT WOHI BAYAN KARAY. AAGAY LIKTAY HAIN KAH AGAR TUM BURAYE ZAHIR KARNAY KAY BAJAYE ACCHI BAAT ZAHIR KARO YA BIKUL SABAR KAR KAY USSAY DABA DO OR DAR GUZAR KAR TO ALLAH BHI DAR GUZUR KARNAY WALA HAI, YANI ALLAH TUMHARI BHI ISS QISIM KI BURAYE KO MUAF KAR DEGA. ISS SAY KAHAN YE SABIT HOTA HAI KAH APP GAAM MANATAY JAO, WAWELA KARO, CHEEKH O PUKAR KARO, MATAM KARO, HALANKAH 3 DIN KAY BAAD GAAM MANA JAIZ NAHI. JUB AMEER UL MOMINEEN KA INTIQAAL HOA, TO IMAM HASSAN RADI ALLAH ANHU NAY ISS KI KHABAR IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU KAY PASS BAIJHI, JO MADAIN MAIN THAY, JUB YE KHABAR POONCHI, TO FARMAYA, HAYE KESI BARI MUSIBAT HAI OR RASOOL ALLAH SALLALLAHO ALAHI WASALLAM NAY FARMAYA , JUB KOI MUSIBAT TUM PER AAYE, TO MERI MUSIBAT KO YAAD KAR LIA KARO, KAH ISS SAY BARI KOI MUSIBAT NAHI, RASOOL ALLAH SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM NAY SACH FARMAYA. ( FOROO E KAFI, JILD 2, PAGE 220, KITAB UL JANAIZ)
  4. HAHAHAH................SUNNY PRINCE ABHI SAY ROONA SHRU KAR DIA, UB KISS KI POST SAY SIWAYE ILZAM OR PUNCHER MARNAY KA PATA CHAL RAHA HAI. SUNNY PRINCE TUMHARI LANGUAGE MAIN TUMHAIN JAWAB DETA HOON, THANVI SAY POOCHO KAH USS KI AMMA USS MAJZOOD KAY SATH 2 DIN TAK KYA KAR RAHI THI JISS WAJAH SAY THANVI OE USS KA BHAI PEEDA HOA, KYON KAH THANVI KA BAAP KO HIJRA BANHI GAYA THA, OR MAZAH KI BAAP THANVI KHUD HIJRA THA, JISS KI SHIKAYAT THANVI KI SAAS NAY HAJI IMDAD ULLAH MUHAJIR MAKKI REHMATULLAHI TA'ALA ALAIHI SAY KI, HAJI SAHIB NAY THANVI SAY POOCHA BACHA CHAHIYE YA HAMARI TARHAH REHNA HAI, THANVI NAY KAHA MUJAH HIJRA HI REHNAY DAIN YE DONNON SONEHRI WAQIYAAT ASHRAFUL SAWANAH MAIN MULAHIZAH KARO. MUNAZIRA SAY KON BAAGTA HAI LAGTA HAI TUM NAY PALTALK WALOON SAY RIJU NAHI KIA. KAR LETAY TO DOOB KAR MAR JATAY. MUNAZIRA SAY KON BAGTA HAI YE ORKUT MAIN BOLD NAMI APNAY DEOBANDI SAY POOCHO.
  5. SITARA GROUP SAHIB YA SAHIBAH! WESAY APP TAQIYYAH PER KHOOB AMAL KAR RAHAY HO, YE HOI NA RAFZIOON KAY AQEEDA PER AMAL OR IMAMOON KAY DEEN KO TAQIYYA KAR KAY CHUPANA. SHABASH KEEP IT UP. APP NAY HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY AKHRI ALFAAZ YAHAN BAYAN KYE JIN SAY APP KA KYA MAQSAD THA WO MUJAH WAZAH KARNAY KI HAJAT NAHI. HAR ZE'SHAOOR INSAN SAMAJH SAKHTA HAI APP KI TABARRAH BAZI KO. UB CHALAIN HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KAY ALFAAZ BHI SUN LETAY HAIN JO HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY KAFAN DEYE JANAY KAY BAAD KAHA: FAZAL BIN UMER NAY HAZRAT IMAM JAFAR SADIQ RADI ALLAH ANHU SAY POOCHA KAH : JUB HAZRAT UMER BIN KHATTAB RADI ALLAH ANHU KO KAFAN DIA JA CHUKA THA, USS WAQT HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY IRSHAD FARMAYA THA. USS KA KYA MATLAB THA ?? TO APP NAY FARMAYA KAH HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KA MATLAB YE THA KAH MERAY NAZDEEQ KOI AMAL USS SAY ZIADA PASANDIDAH NAHI KAH JUB MAIN ALLAH TA'ALA SAY MULAQAAT KAROON TO ISS KAFAN PEHNAY HOYE YANI UMER BIN KHATTAB RADI ALLAH ANHU KAY AMAAL NAMAY KAY SATH MULAQAAT KAROON. (MA'ANI UL AKHYAAR LILSHEIKH SADOOQ, PAGE 412) ALLAH O AKBAR HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KAY NAZDEEQ HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY AMAAL ISS QADAR AHMIYAT RAKHTAY THAY KAH APNAY AMAL KAY BAJAYE HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY AMAL KO LAY KAR ALLAH TA'ALA SAY MULAQAT KO PASAND KIA. HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KO KITNAY AZEEZ THAY KAH APNI BETI UMME KULSOON KI SHADI HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU SAY KAR DI, JIN SAY 2 SAHIBZADAH PAIDAH HOYE. HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KAY MOTAMID SHIA MAIN SAY ALI BIN ISMAEEL SAY POOCHA GAYA KAH HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY APNI BETI KI SHADI HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU SAY KYON KI ?? TO USS NAY JAWAB DIA KAH DO SHAHADATOON KAY IZHAR KI KHATIR EESA KIA, 1 ) ZABAN SAY KALMA SHAHADAT BHI AADA KARTAY THAY OR 2) HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KI FAZILAT KA IQRAR BHI KARTAY THAY. (MAJALISSUL MOMINEEN, JILD 1, PAGE 451) (MANAQIB IBN SHAHAR AASHOOB, PAGE 275) MASOOR BIN MAKHRAMAH SAY HI RAWAYAT HAI KAH HAZRAT UMER ZAKHMI HOYE, TO APP TAQLEEF KI WAJAH SAY PARESHAN THAY, HAZRAT IBN ABBAS NAY KAHA. AMEERUL MOMINEEN APP NAY RASOOL ALLAH SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KI SOHBAT KI OR ACCHI SOHBAT KI, PHIR HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM SAY JUDA HOYE OR APP SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM TUM SAY RAZI THAY, ABU BAKAR KI TUMHAIN SOHBAT MUYASSAR AAYE, ISS SOHBAT KA BHI APP NAY HAQ ADAA KAR DIA, HATTA KAH ABU BAKAR BA'WAQT E WISAAL TUM SAY KHUSH THAY, PHIR TUM NAY DOOSRAY MUSALMANOON KI SOHBAT KI, UN KAY SATH SOHBAT ACCHI RAHI, APP INHAIN CHORAY JA RAHAY HAIN, WO SUB APP SAY RAZI HAIN. (IBN HADEED SARAH NAJUL BALAGAH, JILD 3, PAGE 146) HAZRAT ABDULLAH BIN ABBAS RADI ALLAH ANHUMA KEHTAY HAIN NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM WISAAL KAY WAQT HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU SAY RAZI THAY, ABU BAKAR RADI ALLAH ANHU BHI RAZI, PHIR TAMAM MUSALMAN BHI RAZI, IN MUSALMANOON MAIN AHLEBAIT BHI SHAMIL HAIN WO BHI RAZI. HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KA KUFA MAIN TASHREEF LANA 12 RAJAB BA'ROOZ PEER 36 KO HOA, TO APP SAY ARZ KI GAYE KAH QASAR EMARAAT MAIN QAYAM FARMAYEEN GE, FARMAYA : NAHI , KYON KAH ESSI JAGAH HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU TAHARNA PASAND NAHI KARTAY THAY, ISS LYE AAM MAKAN MAIN QAYAM KAROON GA, PHIR APP NAY JAMAH MASJID KUFA MAIN TASHREEF LA KAR DO'GANAH PARHA, PHIR AIK AAM MAKAN MAIN QAYAM FARMAYA. (AKHBARUT TAWAAL, PAGE 152)
  6. How To Cut Your Forehead in 3 Steps Step No 1 You wash your head with water , to soften your skull, you take the short sword in your hand, grasp it firmly, look at the edege of the blade tauntingly, yes you will cut the blade with your forehead , assymetrical warfare, scaring the blade. Step 2 Around you the begin the chants of Ya Ali, you take the sowrd , with all the strength slice your forehead, there is a paper tearing feel , nothing else, you feel the blood streaming from your wound, you have to be fast as the guys around you will snatch the sword, you have to be careful you dont cut them either. Step 3 One last stroke they have grabbed your sword, now you hit the open wound on your head with both the hands, aggravate it to open up. If not satisfied you can take another shot.. They do this without stop at Rehmatabad Shia cemetery in Mumbai Mazgaon. This is known as Kamazani or foreheading cutting in Moharam. Any one can take a go, provided you feel the pain of Hazrat Imam Hussain , you are clean, you are protected by the aura of Ahle Bait. SAWAL YE HAI KAH DOOSRAY THREAD MAIN KUCH FATAWA HAIN JIN MAIN MATAM OR KAMAZANI KO NAJAIZ KAHA GAYA HAI. LAKIN ISS KAY BAWAJOOD SHIA WEBSITE PER ISS KAY TARIQAH KYON ??
  7. FATAH E MAKKAH KAY BAAD NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KI AURTOON SAY BAYAT KI SHARAIT :: (BAHAR UL ANWAR , JILD 2, PAGE 700, BAB 43 , FATAH E MAKKAH KA HAAL) MULLA BAQAR MAJLI SAHIB TO MATAM KAY KHILAF RIWAYAT BAYAN KARAIN, FATAH MAKKAH KAY DIN JIN SHARAIT PER AURTOON SAY BAYAT LI GAYEEN UN MAIN MATAM KI MUZAMMAT HAI. JAWAB DARKAR HAI ????
  8. MUFTI AZAM PHIR TUM SABIT NAHI KAR PAYE, TAQIYYA WAJID HAI, JISS NAY TAQIYYA NAHI KIA WO BE'DEEN HAI, JISS NAY TAQIYYA NAHI KIA OR HAMARAY (AHLEBAIT KAY) DEEN KO ZAHIR KIA USS NAY HAMAIN (AHLEBAIT KO) QATAL KIA ??? PEHLAY TO YE SABIT KARO KAH IBN KATHIR NAY JO LAFZ TAQIYYA MURAD LIA HAI WO TUM SHIOON RAFZIOON WALA TAQIYYA HAI ??? YE TO WOHI BAAT HOGAI "" BHOOKAH NAY SURAJ KI TARAF DEKH TO SURAJ BHI LATKI HOYE ROTI LAGI "" TUMHARA BHI WOHI HAAL HAI, JAHAN LAFZ TAQIYYA DEKHA BHOOKAH KUTTA KI TARHAH USS PER TOOT PARAY, TOOTNAY SAY PEHLAY YE TO DEKHA HOTA ISS MAIN KANTAY KITNAY HAIN ?? AGAR IBN KATHIR KA YEHI MATLAB HAI TO PHIR IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU NAY TAQIYYA NAHI KIA OR SHAHEED HO GAYE, TO PHIR IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU BE'DEEN HOYE TUMHARAY MAZHAB KI ROUH SE ??? (ALAYAZUBILLAHI TA'ALA) IMAM E MUSLIM OR UN KAY DONOON SAHIB ZADAH BALKAH 72 RUFAKAH SUB KAY SUB TUMHARAY MAZHAB KAY AQEEDA SAY BE'DEEN KYON KAH TAQIYYA NAHI KIA JO KAH WAJIB HAI ?? IJNAY BHI AAIMMA HAZRAT SHAHEED HOYE UNHOON NAY BHI TAQIYYA NAHI KIA TO WO BHI TUMHARAY MAZHAB KAY AQEEDA SAY BE'DEEN KYON KAH TAQIYYAH NAHI KIA JO KAH WAJID THA ?? OR RAHI BAAT HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KI PUTTER IMAM E ZAMANAH KAY ITNI JALDI BHOOL GAYE HADEES, TUMHI NAY CODE KI THI APNI DALEEL MAIN , MAIN TO SAMJAH THA KAH ACCHI TARHAH PARH KAR CODE KI HOGI, LAKIN LAGTA HAI TUM BHI COPY PASTE WALAY HO, SIRF COPY PASTE SAY MATLAB KIA LIKHA HAI ISS SAY KOI SAROKAR NAHI ??? HAHAHAHAH......................... CHALO DOBARA PARH LO HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU USS KI GARDAN KYON UTARNA CHAHTAY THAY. UNDER LINE KAY NEECHAY WALAY ALFAAZ PARH LENA APNEY BHAI KAY JISSAY TUM ASHAAB KEH RAHAY HO. WESAY YE (ABDUL BIN UBAI SALOOL) KARTA THA TUMHARAY TAQIYYA PER AMAL . HAHAHAHAH..................KYON SAHI KAHA NA AAKHIR MAIN TUM POOCH RAHAY HO KAH KYA QURAN KA HUKUM TUM PER WAJIB NAHI, KYA SUNNAT TUMHARAY LYE KOI HAMIYAT NAHI RAKHTI ??? TO PUTTER IMAM E ZAMANA KAY YE SAWAL APNAY MOLVIOON SAY KARO KYA IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU KAY LYE QURAN KA HUKUM WAJIB NAHI THA, KYA SUNNAT IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU KAY LYE KOI HAMIYAT NAHI RAKHTI ................
  9. HAHAHAHA.............KOI BAAT NAHI AKSAR BOKHLAHAT MAIN ESSA HOTA HAI, GHOOR SAY PARHO YE TUMHARAY MOLVIOON KI KITABOON SAY CODE KIA HAI, TUMHAIN APNAY MOLVI JAHIL LAGTAY HAIN OR UN KAY NAZRIYAAT BACHKANA NAZRIYAAT LAGTAY HAIN, HAAHAHAHA....... KOI BAAT ESSA HI HOTA HAI. HAZRAT USMAN RADI ALLAH ANHU KYA PEHRA DENAY WALAY BHI KAMZOOR THAY, YA .......................?? ZARA APNI KITBAIN HI PARH LETAY TAKAH YE BAAT KAR KAY APNAY MOUN PER KHUD TO NA THOOKTAY, CHALO THOOKNA THA TO HUM HAZIR HAIN NA THOOKNA KAY LIA. MUFTI AZAM JAO APNI KITAB AQD E FAREED PARH LO , ISS MAIN LIKHA HAI KAH HAZRAT USMAN RADI ALLAH ANHU KAY GHAR PER PEHRA DENAY KAY LYE HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY IMAM E HASSAN O HUSSAIN RADI ALLAH ANHUMA KO DARWAZAH PER KHARAH KIA THA, OR PEHRA DENAY KAY BAWAJOOD HAZRAT USMAN RADI ALLAH ANHU KO JUB SHAHEED KAR DIA GAYA TO HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY IMAM E HASSAN O HUSSAIN RADI ALLAH ANHU SAY SAWAL KIA "" TUM DONOON JUB DERWAZAH PER PEHRA DE RAHAY THAY TO PHIR HAZRAT USMAN RADI ALLAH ANHU KESAY SHAHEED HO GAYE ??? YE KEH KAR ALI NAY HATH UTHAYA OR HUSSAIN KAY MOUN PER DE MARA OR HASSAN KAY SEENAH PER MUKKA RASEED KIA "" KIA JAWAB HI IN PEHRE DAROON KAY LYE APP KAY PASS, KYON HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY MARA DONOON SEHZADOON KO ?? TUMHARI KITABAIN USS BAAT KI GAWAHI DE RAHI HAIN KAH JO NAZARYAAT O AQAID IBN SABA NAY PEHLAYE WO AJJ SHIA MAIN HAIN, ISS KA JAWAB DO ??? USS KAY NAZARYAAT BHI TUMHARI KITABOON SAY SABIT OR TUMHARI USS KAY NAZARYAAT KI PEERVI KAR BHI SABIT ?? TO SABIT YE HOA KAH SHIA YAHOUDI PEDAWAR HAIN ???
  10. 2 DIN PEHLAY MAIN NAY POST KI THI, ISS KA KOI JAWAB NAHI, UB TO BAAT POORI TARHAH WAZAH HO GAYE HAI KAH SHIA JISS TARHAH KALB LIKHTAY HAIN USS KAY SIRF SIRF MEANING DOG YANI KUTTA HAI. JISS KAY WAZAH SABOOT HUM NAY POST KAR DIA HAIN,
  11. CHALAIN APP NAY MANA TO KAH APP KALB YANI KAY DOGGI TOMMY HAIN. KUTTAY KA WASF MALIK SAY WAFA DARI KARNA HAI NA KAH DOOSRAY KUTTON SE, TO HUM TO WAFA DARI KAR HI RAHAY HAIN, OR KON BEWAFAI KAR RAHA HAI YE TO SUB DEKH HI RAHAY HAIN.
  12. BAAT TO AAGAY BARH HI GAYE HAI, HAMAIN TO JAWAB KA INTIZAR HAI, HUM NAY TO SABOOT DE HI DIYE HAIN KAH SHIA RAFZI YAZEED KO MASOOM MANTAY HAIN. RAFZIOON KI TARAF SAY BHI TAK JAWAB NAHI AAYA.
  13. YE SAWAL APP RAFZIOON SAY KARAIN NA KAH HUM SAY, KYON KAH TAQIYYA KARNA IN KA KAAM HAI NA KAH HAMARA. JESSAY JESSAY TOPIC PER BAAT COMPELETE HOTI RAHAY GI WESAY WESAY IN KAY TOPIC AIK AIK KAR KAY APPROVE HOTAY RAHAIN GE.
  14. JIN 2 -3 TOPIC PER BAAT HO RAHI HAI USS PER PEHLAY BAAT COMPLETE KARAIN PHIR , DOOSRAY TOPIC PER BAAT HOGI, ISSAY APP BHAAGNA KEHTAY HAIN TO YE APP KI AQAL KA FATOOR HAI, NA KAH HAMARA BAGNA. APP KO DOOSRAY TOPIC PER ISSI LYE JAWAB NAHI DIA JA RAHA KAH PEHLAY JIN PER BAAT HO RAHI HAI USS PER BAAT COMPLETE HO. AAKHIR APP PHANSAY HAIN TO ITNI JALDI JANAY THORI DAIN GE. ISS MAIN APP KA KASOOR NAHI, KAH APP KO KUH SAMAJH NAHI AARAHI. APP KI SAMAJH KAHAN AATI HAI YE APP KO BHI MALOOM.
  15. BAAT ZARA YE HAI KAH KALB KO BHONKNAY SAY FURSAT MILAY TO HUM KUCH KAHEEN NA, HAMARI AADAT NAHI KEH KUTTAY JUB BHONKAY TO HUM BHI JAWAB MAIN BHONKNA SHROO KAR DAIN. ZARA SABAR KARAIN APP KO JAWAB MILAIN GE, FALTO KON HAI YE TO APP KI HAR WAQT MOJOODGI BATA HI RAHI HAI, TO JANAB JAWAB MILAY GA SABAR E ALI KA DAMAN PAKRAIN ISSAY HATH SAY NA JANAY DAIN.
  16. MR. GROUP TAQIYYA CHORIYE OR BEHTAR YE HO GA KAH YE MASHWARA APP APNAY GROUP DO DAIN, YANI KAY SHIA RAFZIOON KO, HUM NAY TO SABIT KAR DIA KAH SHIA YAZEED KO MASOOM MANTAY OR JANTAY HAIN. TO JANAB MERAY SAWALOON KAY JAWAB ABHI BHI BAQI HAIN.
  17. MUFTI AZAM APP KI POST DELETE NAHI KI GAYE HAIN SIRF UNAPPROVE KI GAYE HAIN, JUB TAK PICHLI POSTS PER BAAT NAHI HOJATI APP KI HAR NEW THREAD UNAPPROVE RAHAY GI, OR KAR DI JAYE GI. YAHAN APP KI TARAH HUM FALTO NAHI HAIN KAH SARAY DIN FORUM PER HI BAIT KAR APP KI TAQIYYA BAZI KA JAWAB DETAY RAHAIN. SO JIN MAIN PEHLAY BAAT HO RAHI HAI, USSAY MUQAMMAL KARAIN , PHIR APP KI AIK AIK KAR KAY SARI THREAD KHOOL DI JAYEEN GI. APP KO JO BHI POST UNAPPROVE KI JAYE GI TO ISS KA MATLAB YE HI HAI KAH PEHLI WALI POST PER BAAT COMPLETE KARAIN PHIR NAYA TOPIC.
  18. MR.RAFZI GROUP PEHLI BAAT TO YE KAH APP YAZEED KO QATIL HI NAHI MANNTAY, JESSA KAH PEHLI POST GAWAHI DE RAHI HAIN. PHIR APP KI HI KITABAIN GAWAHI DE RAHI HAIN KAH IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU NAY MEDAAN E KARBALA MAIN KUFI SHIOON SAY MUTALBAH KIA THA KAH MAIN YAZEED KI BAYAT KAR LETA HOON, MUJAH JANAY DO, PHIR IMAM ZAIN UL AABDEEN NAY BHI YAZEED KI BAYAT KI BALKAH USS KI GHULAMI MAIN AANAY KA AZAM ZAHIR KIA. HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU KO USS KI IN HARKAAT KA MALOOM NAHI THA, LAKIN IN IMAMOOM KO TO MALOOM THA, OR BHI BOHAT SAY AHLEBAIT MADINAH MAIN THAY UNHAIN TO MALOOM THA LAKIN UNHOON NAY BHI YAZEED KI BAYAT KI. SAWAL UB MAIN POOCHTA HOON AIK BIDDATI, ZALIM, ZANI, SHABI, ............. KI BAYAT KARNAY WALAY IMAMOOM PER KYA FATWA LAGAO GE ??? AHLE BAIT KAY JO AFRAAZ MADINAH MAIN JIHOON NAY YAZEED KI BAYAT KI THI UN PER KIA FATWA LAGAO GE ???
  19. PAAP JI APP KI TAREEKH KI KITAB MAIN KAHEEN ISS SHART KA NAAM O NISHAN BHI NAHI HAI. NA BAHAR UL ANWAR MAIN JAHAN WO SULAH NAMAH LIKH HOA HAI, KASH FUL GUMMA MAIN BHI ISS SHART KA KAHEEN NAAM O NISAAN NAHI, NASIQ UL TAWAREEKH MAIN BHI KAHEEN NAAM O NISAAN NAHI, MANAQIB IBN SHAHAR AASHOOB MAIN BHI NAHI HAI. GARZ KAH JAHAN JAHAN YE SULAH JAMAN HAI WAHAN WAHAN ISS KA NAAM O NISHAN NAHI. DOOSRI BAAT BAYAT IMAM E HASSAN OR IMAM E HUSSAIN (RADI ALLAH ANHUMA) NAY KI THI TO ETAAT INHI PER BANTI HAI NA KAH HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU PER. JO KAH APP KHUD LIKH CHUKAH HAIN. YE APP KI KITABAIN GAWAHI DE RAHI HAIN KAH IMAM E HASSAN O IMAM HUSSAIN (RADI ALLAH ANHUMA) NAY BAYAT KI (RAJAL E KASHI,PAGE 102), JISS KA SABOOT AIK OR BAAT HAI KAH JUB IMAM HASSAN RADI ALLAH ANHU KA WISAL HOA TO USS WAQT KUFIOON NAY IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU KO BAYAT TOORNAY KO KAHA, JISS PER HAZRAT AMEER MUAVIYA RADI ALLAH ANHU NAY AIK KHAT KAY ZARYE IMAM HUSSAIN RADI ALLAH ANHU SAY POOCHA TO IMAM E HUSSAIN NAY USS JA JAWAB YE DIA KAH MAIN ESSA KOI ERADAH NAHI RAKHTA KAH APP KI BAYAT TOROON.( MAQTAL ABI MAKHNAF, PAGE2) . SULAH WAHAN HOTI HAI JAHAN FARIQEEN KI TAQAT BARABAR HO, LAKIN YAHAN TO IMAM E HASSAN RADI ALLAH ANHU KEHTAY HAIN KAH HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU MAIN KAAM HAIN LAKIN PHIR BHI MAIN NAY UN SAY SULAH KAR KAY BAYAT KI AGAR NA KARTA TO MERAY SHIA MUJAH QATAL KARWA DETAY. (MAQTAL BHI MAKHNAF, PAGE 3) YE TO SABIT HOGAYA IMAM HASSAN OR IMAM HUSSAIN RADI ALLAH ANHUMA NAY HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU KI BAYAT KI THI, IMAM ZAIN UL AABDEEN RADI ALLAH ANHU KI BAYAAT KA JAWAB NAHI DIA, UN KI BAYAT TO BAYAT THI UNHOON NAY KON SI SULAH KI THI, JUB TUM YAZEED KO IMAM E HUSSAIN KA QATIL HI NAHI MANTAY TO SULAH KESI, WO SIRF OR SIRF BAYAT THI, BAYAT BHI EESI KAH KHUD IMAM ZAIN UL AABDEEN NAY KAHA KAH AGAR TUM KAHO TO MAIN YAZEED KA GHULAAM HO KAR USS KI BAYAT KAR LOON. YE ALFAAZ TUMHARI HI KITAB MAIN LIKHA HAI HAWALA PICHLI POST MAIN HAI. YE IMAM ZAIN UL AABDEEN KI TAJDEEDI BAYAT , ISSI BAYAT JO DEKH KAR AHLEMADINAH NAY YAZEED KI PHIR SAY BAYAT KI.
  20. TUMHARA MATLAN HAI KAH SHIA QALB (QALAM WALAY QAAF) SAY LIKHTAY HAIN, JESA TUM NAY LINK DIA, http://www.islamic-dictionary.com/index.php?word=qelb LAKIN TUMHARA TAQIYYA KARNA TUMHAIN BILKUL FAIDA NAHI DEGA KYON KAH SHIA KELB (KARACHI WALAY KAAF) SAY LIKHTAY HAIN, JISS KAY MEANING HAIN DOG, KUTTA. JESSA KAH TUMHARI DE HOYE WEBSITE MAIN HI KELB (KARACHI WALAY KAAF) KAY MEANING DOG KAY HAIN. http://www.islamic-dictionary.com/index.php?word=kelb BILKUL SAHI KAHA BOOLNAY MAIN DONOON AIK HI HAIN LAKIN SPELL OR MEANING BOHAT ALAG HAIN, JISS KA FAIDA TUM NAY UTHANAY KI KOSHISH KI LAKIN AFSOOS BEKAR GAYE KOSHISH. KYON KAH SHIA KARACHI WALAY KAAF SAY KELB E ALI LIKHTAY HAIN, JISS KAY MAINAY HAIN KUTTA KAY HAIN. JISS KA SABOOT HAZIR HAI. DEKH LO KALBE JAWWAD KISS TARHAH LIKHA HAI, KALB KARACHI WALAY KAAF SAY LIKHA HAI , JISS KAY MEANING KUTTA HAI, http://smma59.wordpress.com/2006/09/page/7/ YE DOOSRA SABOOT HAI TUMHARA DR KALBE SADIQ KA, ISS MAIN BHI BHI KALBE SADIQ (KARACHI WALAY KAAF) SAY LIKHA HOA HAI, JISS KAY MEANING KUTTA HAI.
  21. KON KAHAN KAHAN SAY BAGHA HAI JA KAR KHADIM E RASOOL KAY ROOM MAIN JA KAR POOCH LENA, OR TASALLI KARNI HO TO ABDUL SAY HI POOCH LENA, BANNED KI ACCHA BAHANA HAI, BAAG NAY KAY LIA. JANA THA TO JAWAB DE KAR JANA THA, MAMI USS WAQT KAHAN HOTI HAIN JUB MALANG DEFENDER MAIN BAITH KAR BHOONK RAHA HOTA HAI. HUM SAY BAAT KARNAY MAIN MAMMI BEECH MAIN AAGAYE, TUM SAY YAHAN TO JAWAB BAN NAHI RAHAY WAHAN PALTALK PER TO TUMHARI HAWA BHI NAHI NIKLAY GI. CHALO SHABAASH BETA MAMMI KI GOOD MAIN JA KAR CHUP JAO.
  22. HAHAHAHAHAHAH......................... BUSS ITNA HI DUM THA BETA, TUMHARI NAZROON MAIN MAIN JHOOTA HOON NA, CHUNA LAGA RAHA HOON DEOBANDIOON, TO LAGA NA PUTTER WO PAGES, PATA CHAL JAYE GA SUB KO, DEOBANDIOON MAIN KITNAY GADDAR E ISLAM HAIN. BILKUL SAHI KAHA HIJREY BAAP NAHI BANA KARTAY, JESSAY THANVI THA.
×
×
  • Create New...