Jump to content

Shareef Raza

ںاظم اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,494
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    22

سب کچھ Shareef Raza نے پوسٹ کیا

  1. Shareef Raza

    Islami Mehfil Is Back ...................

    Assalamualikum
  2. Janab kya aap is baat ki bhi wazahat kardainge nasir ul bani nay sihah e sittah se kitni ahadees nikali hain ..? isee aap ko jawab mil jayeega keh hanfi kutub main mojood hadith maktaba e ahleshadith ko sihah e sittah main kun nahi mil rahi hain... ?
  3. Walikum salam .... Janab Darse Nizami ka Nisab Har Jamia ke lihaz se mukhtalif hota hai ... magar jo kitabain har darje ki base hain main sirf un hi ka tazkira kardeta hoon ... hosakta hai in main se kuch kitabo ki jagah isi category ki dosri kitab shamil hoo. (note yeh ijmali fahrist hai is ke ilawa bhi kutub hen) Darja ola (1st year ) nahav meer namaz ke ahkam insha ul arabia tarqatul jadeda ilm ut tajweed muhadsa sarf bihai asas e arabi .............. darja saniya (2nd year ) tasheel un nahav tasheel us sarf noor ul ezah tasheel ul mantiq & taleem ul mantiq mutala arabia hidayat un nahav ............... darja e salisa (3rd year) qudoori osool e shashi kafia sabae mualliqat mirqat duroos ul balagat al itqan ilm ulm quran ........... darja e rabia (4th Year) sharah mulla jami hidaya noor ul anwar sharah tahzeeb talkhees ul miftah jalalain musnad imam e azam risyaz ul salihen ........... darjae khamisa (5th Year) jalalain akhri hidaya hussami mukhtasar ul muaini mishkat shareef ............ darja e sadisa (6th Year) tuzeeh wa talweeh hidaya tafseer e bedawi zubdatul fikr siraji sharah aqauid .... dorah hadith (final Year) sahih bukhari sahih muslim jami timrizi sharah muaini ul asar sunan nisai sunan abu dawood asar e sunan sunan ibne maja
  4. Osol e tafseer books.............. 1) Fauz ul kabir Shah waliULLAH alihirahma (Arabic) 2) Ahsan ul Byan fi osol tafsir quran(urdu) Mufti Faiz Ahmed Owaisi 3) Muqaddamah Tafseer Naeemi (Mufti Ahmed Yar khan naeemi (urdu) 4) Zaad ul maseer fi ilm tafseer (Allama ibne joozi) http://www.waqfeya.com/open.php?cat=11&book=308 5)Jaami ul hadith jild 8 (urdu) 6)Ilm ul quran Mufti Ahmed Yar khan naeemi (urdu) 7) faiz ul qadir fi osol e tafsir (arabic) faiz ahmed owaisi 8)Al itqan (Allama jalal ud din suooti )(arabic) 9) Al qoul ul muneer fi ilm osole tafser (Ismail bin usman alyamni ) Arabic) link http://www.almeshkat.net/books/archive/books/almuner.zip 10)risala fi osol e tafsir jalal ud in suooti http://www.almeshkat.net/books/archive/books/asol%20tfser1.zip 11)osol tafsir abdul rehman bin qasim http://www.almeshkat.net/books/archive/books/ebn%20gasem.zip 12)Bahoos Fi Osol e Tafsir wa Manahija (Fahad Al Roomi) http://www.waqfeya.com/open.php?cat=11&book=54
  5. انا للہ و انا الیہ راجعون Yeh Khbar parh kar bohat afsoos howa ... ALLAH Tala un ki Magfrat farmaye ... un ko jawar e rahmat me Jagah Ata farmayee. Aur un ke Lahwaqeen ko Sabar Ata farmaye... Aameen
  6. Humare Kisi Sawal ka jawab abhi tak nahi dya gya hai...maine pahli hi confirm kardya thha keh jawabat wahabiya nahi dai sakte ...han guftogo ko ghumanay ki koshish zaroor karsakte hen...lihaza yahan fazool mubahise se bachne ke liyee hum is topic ko close karte hen...abhi bhi saray wahbiyah ko chlange he keh woh mere sawalat ke jawabat dai sakte hen ... lakin humain jawab chahye replay ya new thread on karke us me sakht alfaz istimal karke nahi jis ka matlab tu yehi hota hai.........."ai barlevio wahabi hojaoo..agarche humare pas tumhare kisi sawal ka jawab nahi bus wahabi hojaoo..." lihaza is tarah ke bachkana mafroozat ki ijazat nahi di jayeegi... munazre section ke rules hain un ke mutabiq chalna lazimi hai....
  7. MASHALLAH Azawajal hamesha honay keh dalil dye jate hen na honay keh nahi yeh qaida kis hadith se sabit kya hai aap ne ? wese tu is qaide par bohat se aitraz hosakte hen lakin main zada deep main nahi jaoonga noori bashr par ISLAMIMEHFIL par bohat mawad mojod hen. khair ap ka qasoor nahi ap ke ilm main yeh bhi nahi ke barlvioo nay is mozo par kuch likha bhi hai ... ja al haq main is ka poora bab mojood hai... is ke ilawa mazeed aap islamimehfil par find karsakte hen... http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/8331-noor-e-mujassim-answering-some-questions/page__hl__noori%20bahsr__fromsearch__1 http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/7035-masla-e-noor-o-bashar-part-1/page__hl__noor__fromsearch__1
  8. MASHALLAH Azawajal aap ne topic ko ghumanay ki bohat achi koshish ki hai... khair humare kisi sawal ka jawab na dekar yeh sabit kardya... aap in sab se muttfaiq hain.......yani in sab khamioon keh bad bhi ap ise haq tasleem karte hen jo keh andhi talqeed ke zumre me ata hai...... ...........aur raha aap ka sawal tu main ap ko chalange deta hoon ....pahlee yeh sabit karain barelvioo ke nazdeek huzoor SIRF noor hain ........bahsar bilkul nahi............ hum huzoor ko noori bashar mante hen... aap dekh lain fatwa razwiya ya ja al haqq......... is main ap ka qasoor nahi hai shayad ap ke ulma nay bataya hi nahi keh barelvioo ka aqeeda yeh hai keh huzoor nori bashar hain... balke sirf noor batakar dhoka dya hai... khair ab aap bare hogaye hen mujhe umaid hai meri baat samjh agayi hoogi... wese noor ka inkar karke aap hadith e noor ka bhi inkar kar gaye halakeh aap tu ahlehadith kahlate hen .......yani ahlehadith ka matlab yehi howana keh apne man pasand aqauid ko manwana agarche us zumre main hadith hooon ya na hoo jese taqleed e nasir ul bani aur ibne baaz hi lai lijye ... halakeh yahan koi hadith se rahnumahi nahi milti isi tarah jarah wa tadeel ki pervi lai lijyee... ...........ab aap humare pichle aur in ashkalat keh jawbat dain dain....takeh aap ko mazeed sawalat karne me pareshani na hoo..
  9. Aap ne mere kisi sawal ka jawab nahi dya... balke dosre members ke bhi kisi sawal ka jawab nahi dya taqleed e shaksi ka jo tasur aap ne dya hai tu ap ke maloomat ke liye main itna batadeta hoon ... aap ne jo itni mahnat ki hai na us ka is thread se taluq hai na humare kisi sawal se humara sawal yeh urfi wa haqeeqi ki tareef wazih karain main aap ki asaani keh liye hawala bhi bata deta hoon fatwa razawiya ki pahli jild jo keh aap net se bhi parh sakte hen men humari osli aur fqihi kutub se sabit hai... un sab mabahais ko parh kar mahnat kijyeega keh ab rad kese kya jayee.. arabic forum se copy past karne ki zaroorat na pareegi ... ........aik kitab main senrko batain hotri aur har bat ka kya mafhoom hai yeh hum gair muqalidoo nahi samjhaingee. .........aur han quran pak main baishtar ayat hen lakin in ki man mani taweelat karne ki ijazat nahi hadith main hai jo quran main apni raye say kahe agarche sahi kahe woh jahanm main apna thikana dhondh lain... ....ap ke baqool hum jahil hain tu humare forum par itni mahnat kun karrhe hen sirf salam karke nikal jayen....; )? .........note aap ki thread ka jo mozo hai aap use claer karain ... warna yehi samjha jayeega keh aap baqi sab aitrazat say muttafaq hain.... lihaza aap ka is replay ka bad waqt shoro hota hai...aur hum dekhte hen kitne salafi wahabi,s humare is thread main kye gye sawalat ke jawabat claer karne ki koshish karte hen,,,,,,,,,
  10. awwalan tu ap me se kisi ne bhi jawab nahi dya ......balke har bar guftugo ko dosre rukh par lanay ki koshih karte hen... khair aap keh sawal ka jawab bilul asan hai ... hum ahlesunnat wal jamat huzoor se mohabbat karte hen aur yeh baat aap aur ap keh aima bhi achi tarah say jantay hain jabhi unohay hum par mubalga arai ka ilzam lagaya .... aur jabhi woh barweeh aur aap alihisalam se releted degar lawzmat ka radd karte hen... hum huzoor se muhabbat aap keh kahne par nahi kartee ....lihaza ap ke is sawal ka yahan koi taluq nahi banta..keh ap is tarah ka koi sawal karke humain bound karain... sawal ka aik tareeqa hota hai aap hameesha shartya sawal karte hen jis ka matlab tu yeh howa keh hum aap ko dikhane ke liye huzoor ko mante hen aur yeh galat he yeh ap bhi jante hen ............raha taqleed tu taqleed yeh kahan kahti hai huzoor ko na manoo imam ko manoo...ya imam sb nay mana kya ho keh mera farman manoo aur quran hadith na maanooo jis trah aap quran wa hadith ko samjhne ke liye apni aqal ki pervi karte hen ...isi tarah hum us door keh aima ki pervi karte hen jinhoone husool e hadith wa fiqh main waqt lagaya sahaba ki suhbat main waqt guzara jinhain yeh faham.. hai aap tu apni apne ulma ka bhi farman mante hoo. agar hadith par amal hai tu aap main sab hi kyon rafa yadain karte hen ...? jab keh hona yooh chahye jis ko rafa yadain ki dalel samjh aye woh rafa yadain karain jis ko is ke ilawa ki samjh aye woh yeh karain... aisa kyon nahi hai ? ab aap kahte hen sab ko samjh ayee tu yeh sabit karain zahir si baat hai kisi aik bandee hi ka moqqaf haina baaqi sb tu hadith faham hain nahi... tu yahan tu andhi taqleed hoi ya nahi.... gaur farmaain.........????
  11. hum imam e azam keh muqallid zaroor hain ... lakin aap chonkeh gair muqallid hen is liye taqleed ki defination aap ke ilm main nahi .. lihaza ap ka ilzami jawab bhi durust na howa ... aap yeh batain ahnaf taqleed se murad kaunsi taqleed lete hen urfi ya haqeeqi aur mujtahid kis ki talqeed karta hai aur us ke liye kaunsi talqeed jaiz hai urfi ya haqeeqi ... wazhat karain.... ...ap ka dawah hai aap koi khud sakhta osol nahi mante tu yeh osool jarah wagira manna yeh kya quran hadith se sabit he ya nahi...? .......... thair ul qadri ke kcuh aqauid barelvioo wale hone se yeh kahan sabit ata hai keh woh barlevi hai... is tarah tu namaz ap bhi parhte hen aur hum bi lakin kya sare aqeedo main mumasilat hai... zara aap apne jawab par gaur kar lain..... ITNI NA BARHA PAKI E DAMAA,N KI HIKAYAT DAMAN KO ZARA DEKH ZARA BAND QUBA DEKH
  12. Awwalan tu tahir ul qadri ka barelvi hona sabit nahi kya gya ,,, ? dosri baat ke tanqeed wa tahqeeq karne ka bunyadi osool hota hai jis kitab main radd kya gya hai us kitab ko samne paish karke sacaning code karke jawab dya jaye... yahan yeh bhi mafqood hai...naiz woh saaree tanqedain samne rakhni chahye naiz is ke ilawa jo tanqedain tahir ul qadri sb nay ki hain us se aap muttafaiq hain... ya nahi .. basoorate doom ap ke pas jawab nahi ... ya bagair dalel ke hi aap isse ittefaq nahi karte .. agar bagair dalel ke aap ittefaq nahi karte tu aise kitne masalee hen jis main aap ka aisa hi moqqaf hai... .........albani ka diffah karna hadith se sabit hai ya quran se kya taqleed ke zumre me nahi ata ? note yahan aap muqalidoo k tarah kisi aqli dalel ka sahara na lain (wese tu yahan aqli dalel bhi fit nahi ati )quran ya hadith se sabit karain keh nasirul bani ki taqleed jaiz hai ya nahi...? agar taqleed nahi tu kya shaksyat parasti ke zumre main nahi ata...agar hum huzoor ki serat par baat karain tu ap ko mubalga arai mahsoos hoti hai ya kisi wali ki shan main karain ya us wali ka diffah karain tu yeh aap ko shaksyat parsti nazar ati hai ke mare howe admi ki koi hasiyat hi nahi hai tu yahan albani ka diffah kyon? barae karam in say sawalat ke jawbat dene ki koshish karain... muje jawab chahye ..replay nahi....
  13. ALHUMDULLAH Azawajal IN Ayat par Ahlesunnat wal jamat ka amal hai aur ittebah e rasool hi say hum ne jumla taqled ijtihad qayas sabit kye hen ittebae rasool quran main apni taraf say taweelat karne ka nam nahi hai... note ..is thread main aik bari galti yeh ki gayi hai huzoor ka durood pora nahi likha gya hai yeh kisi hadith se ya quran ki ayat say sabit nahi keh durood short cut main likhoo ... ...aur yeh radd ka secation hai ya dawah kya jata hai .? tu aap ne yahan kya dawah kya hai agar barelvi in ayat ka inkar karte hen tu humari kutub se dikhain ? keh humare kisi alim ne is ka inkar kya hai? note: jo maine sawal pocha hai muje us ka jawab chahye ... ....agar aap quran wa hadith par amal karte hen tu mere pichle sawalat jo degar thread main kye gye hen un ka jawab jo matloob thha kun nahi dye gye .. note: jawab ke ilawa koi aur disscussion qabil e qabool nahi hoogi..
  14. Note Jo Sawal Matloob Hain Wahbiya se Us ke jawabat humain mosol nahi horahe um ne pahle bhi kaha hai aur bhi kahrahay hain humain jawab chahye replay nahi.........isi liye is topic ko close kya jarha hai...
  15. Main Last warning deta hoon Keh imam sb ki shan main tabrra band karrooo...... khair mouwahid nay pahle tu is thread par tasleem kya keh jwab nahi dya gya hai lakin kafeel ko jawab kifalat kargya tu us ne apne taur par pori koshish ki jab ke humare member nay ahle hadith ka pocha hai keh kya yeh sabit hai keh wahabioo par yeh fit ata hai ? is ka jawab humain mosol nahi howa ....? quran wa hadith ki roshni main sabit karain... ...khair mozo say hat jana ap ki adat hai shayad mouwhid sb hi ap ko yad diladain ke inhonay mazi main aise hi bachkana sawalat kye thhe meri thread par aur aj tak woh thread open hai senkro wahabiya na bakhud mowhid sb ko bhi tufeeq na howi meri us thread par jawab dene ki khair mujhe jawab chahye un sare qoutes ka ...replay nahi chahye jis main adhi mubrakbad hoo adhi tareef ho jo hum karain tu shaksyat parsti aur ap karain tu abbu ammi ki misalain dene lag jayen... .... not is main kharjia ka bhi ziker hai zara kharjia keh aqauid utha kar mulahaza karlain jo wahabiya keh wahi in ke hain bus nam change hai... ghee aur banaspati ka faraq hai cheez wahi hai... .... khair dobara main wahi replay past karta hoon ..... agar in sab keh qoute keh jawab bilkul wazih kardiye gaye ....tu ap ke sath mazeed riyaet kardi jayeegi warna aap bahtar samjhte hen bagir kisi dalel keh kisi ke imam ko bura bhala kahna durust hai ya nahi ... dosri bat imam e azam keh khilaf bahjatul asrar say dalel laoo? kunke is ke rawi aise muatbar hain jese sihah e sittah jab ke gunyatul talbeen ke aap ko har jagah mukhtalif nuskhe milnge aur is main wahbioo nay tarmeemat bhi ki hain.. jese noman aloosi nay roooh ul maini main ki thhi .. aur nasir ul bani nay sihah e sittah main ki ASTAGFIRULLAH .. hadith o ko phelanay ka naam par badalne ki tahreek ko ahlehadith kahte hen... .........
  16. ................................HUMAIN JAWAB CHAHYE REPLAY NAHI....
  17. HUM NE WAHABIYAH KE SARE JAWABAT DAI DIYE HEN....KEH BIDDAT HASANA KE MURTAKIB HUM ZAROOR HEN .......AUR IS KA HADITH SAY SABOOT MOJOD HEI JO IS THREAD ME B KAFI BAR DYA GYA HAI... JIS KE KHILAF YEH KOI DALEL NA LA SAKAIN AUR MAJBOORAN INHONAY BARELVIOO KO GANDI NALI KA KERA AUR NAJANE KYA KYA GANDE JUMLOO SAY NAWAZA .. BIDDAT E HASANA KO HUMARE ULMA NAY BURA NAHI KAHA .... JO HUM KARTE HEN TU HUM PAR IS TOPIC SAY KOI FARAQ NAHI PARTA ... KUNKE BIDDAT MUTLAQ LAFAZ MAIN TU YE BHI PHANS RAHE HEN HAN AGAR SHIRK KA KAHA JATA TU SHIRK MUTALAQAN HI BURA HAI.... .......KHAIR WAHABIYAH NAY MERE SAWALAT KE JWABAT NAHI DIYE.........JAB TAK YEH MERE SAWALAT KE JAWABAT NAHI DAINGE IN KE KISI KISAM TUHWAHAMAT QABOOL NAHI KIYEE. JAYENGE HUM NE YEH FORUM GALYAN..SUNNE AUR FAHASHI AUR URYANYAT PAR MUSHTAMIL GUFTUGOO PARHNE KE NAHI KHOLA GYA IN KA LAHJA JAB TAK HUM SAY BARDASHT HOWA HUM NE KYA HAI .... CHONKEH HUMARA FORUM ISLAMI BAHIOO ISLAMI BAHNOO BACHAI TAK MULAHAZA KARTE HEN YEH AIK FAIMLY FORUM HAI FAIMLY FORUM MAIN FASHYAT AUR WAHYYAT KISAM KE JUMLE ISTIMAL KARNA IKHLAQI JURM HE ..... .........................IN KO LAST WARN KYA JATA HAI AGAR AAP YEH SAMJHTE HAIN KE AAPKA MOQQAF MAZBOOT HAI TU MERE SAWAL KE JAWABAT CLAER KARDOO... JAWABAT SAWAL KAY CHAHIN ..................
  18. JAB TAQLEED JAIZ HI NAHI TU DIFFAH KUN KYA JARAHA HAI....NASIR UL BANI AUR IBNE BAZ KI FAZILAT KOI QURAN WA HADITH SAY TU SABIT HAI NAHI ...AUR AAP TU IN SARE MADFOOAT KO SHAKSYAT PARASTI SAY TABEER KARTE HEN KHAIR AGAR YAHAN NA KARAIN TU AP KE MASLAK PAR HARAF AYEEGAA. ..... .............TAHIRUL QADRI BARELVI ALIM HAI SABIT KARAIN.................... AB KESE KARAINGE IS KE LIYE ME AP KO POINT DETA HOON... IS KI KITAB YA TAQRER SE YEH LAFZ LAIN MAIN BARELVI HOON...YA HUMARE KISI SUNNI MUATBAR ALIM NAY KAHA HOO YEH BARELVI HAI..............NAZRAYAT YA ALAHAZRAT KI SHAN MAIN TAZEEMI WA TUSEEFI ALFAZ SE KOI BARELVI NAHI HOJATA AISEE TU DEOBANDIOO KE IMAMOO NAY BALKE WAHABIOO KE IMAMOO NAY BHI HUMARE IMAM KI SHAN MAIN TAZEEMI WA TUSEEFI KALME KAHE HEN JISSE UN KI SHAKSYAT MUTANAZA HOGAI HAI.... .............AGAR NASIR AL BANI CHANGING KARTA HAI TU IS KA SABOOT QURAN WA HADITH SE LAIKAR AYEN KEH YEH JAIZ HAI KYA NASIR KO ILHAM HOTA HAI AGAR KITABOO PAR TU KITAB LIKHNE WALA KON HAI? AAP KE NAZDEEK KYA YEH SHAKSYAT PARASTI NAHI HOOGI...?
  19. TOHEEDI BAHI AAP NE THEEK FARMAYA........ TAQLEED WAHABI BHI KARTE HEN LAKIN IN KE NAZDEK TAQLEED ... SIRF IN KE NAZRIYAT KE HAMIL JADED ULMA KI JAIZ HE ... WARNA NASIR UL BANI AUR IBNE BAAZ KA DIFFAH NAHI KARTE HALAKEH DOSRI THREAD MAIN IN KE KHILAF HWALAE BHI DYE GYE LAKIN INHONE APNE KAAN BAND KARLIYEE. KUNKE YAHAN TU MUAMLA ANDHI TAQLEED SAY BHI AGEH NIKAL GYA ... YEH TU ISHQI TALEED HAI ; ) AUR ASHIQANA TAQLEED ME SAB JAIZ HOTA HAI....AGARCHE NASIR UL BANI HADITH KI TAZEEF WA TAHSEEN MAIN KITNI HI KHAYANAT KARJAY SAHIH KO ZAEEF ZAEEF KO SAHIH QARAR DAI LAKIN ALBAAI NAY KAH DYA SAHIH TU SAHIH ....... ...KHAIR JO INHONAY TAQLEED KE MUTALIQ JO KUCH HAWALE KE TAUR PAR PAISH KIYA HE .... YEH HAWLA SANWI KI HASIYAT RAKHTE HAWALE SANWI YANI APNE ULMA KI KUTUB SE DEKH KAR NAQAL KYE HEN ...(JO KEH IN KE KAI ALIM PICHLE DINOO GHALAT HAWALE KI VEDIO BANATE HOWE PAKRAYE GAYE HEN ZILLAT BHI UTHAI WESE HAIDTH PARHTE HEN JANTE HONGE KHUD KO MAQAM E ZILLAT PAR PAISH KARNA KESA HAI?)KHAIR INHAIN HUM MAN NAHI SAKTE JAB TAK YEH SAB KEH SCAN PAGES NAHI...KARAINGE ... TAKEH SAB BATAIN NAZROO KE SAMNE HOO AUR JO JUMLA NA MUKAMMAL HO US KI PORI LINE SHARE KARAIN...AUR DOOOSRI BAAT JAB YEH TAQLEED KO MANTE HI NAHI AGARCHE TASHREEH MAIN TAQLEED KARTE HEN.. AGAR TALQQED KO NA MANAIN NA SAMJHAIN TU INHAIN IN SAB KI WAZAHAT KESE PALLE PAREEGI QURAN WA HADITH KE ZAHIRI MAINI KA ITLAQ HAI TU SARI HADITH KO MANOO HADITH UREENA PAR MOQQAF WAZIH KAROO AUR KUTTA BARTAN MAI CHAT LAI TU SAT BAR DHOO BUKHARI KI REWYAT MAI HE IS KI TUZEEH KAROO... IS KE I,LAWA UMMOL MOMENEN AISHA WALI RIZAT KI REWAYAT MAIN TAKHSEES KYON KARTE HOO? .....AUR DOSRE SAHABA SE UDOOL KYON KARTE HOO? AUR AGAR TASHREEH MAIN TAQLEED MANTE HEN TU INHI ULMA KI BHI SUNAIN AKHIR HADITH KI KUTUB AUR ASMA E RIJAL KE MUAMLE ME BHI TALQEED KARTE HENA KEH YEH HADITH ZAEEF HAI YA MOZOO KYA YEH LOGOO KI BAAT NAHI... YA WAHBIYA PAR ILHIAM HOTA HAI...? AKHRI SAWAL YUSUF QRDAWI KE MUTALIQ AP KA KYA KHYAL HAI? KHAIR AJ KE LIYE ITNA HI KAFI HAI...................
×
×
  • Create New...