Jump to content

Shareef Raza

ںاظم اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,494
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    22

سب کچھ Shareef Raza نے پوسٹ کیا

  1. آداب مرشد بقلم حضور غوث اعظم رضی اللہ تعالیٰ عنہ مرید پر واجب ہے کہ ظاہرمیں شیخ کی مخالفت نہ کرے اور باطن میں اس پر اعتراض نہ کرے کیونکہ گناہ کرنے والا ظاہر میں ادب کا تارک ہوتا ہے اور دل سے اعتراض کرنے والا اپنی ہلاکت کے پیچھے پڑتا ہے بلکہ مرید کو چاہئے کہ شیخ کی حمایت میں ہمیشہ کے لئے نفس کا دشمن بن جائے ۔شیخ کی ظاہری اور باطنی طور پر مخالفت سے اپنے آپ کو روکے اور نفس کو جھڑک دے ۔اور قرآن پاک کی یہ آیت کثرت سے تلاوت کرے:ربنا اغفرلنا ولاخواننا الذین سبقونا با لایمان ولا تجعل فی قلوبنا غلا للذین امنو ربنا انک روف رحیم اے ہمارے رب ہمین اور ہمارے ان بھائیوں کو بخش دے جو ایمان کے ساتھ ہم سے پہلے گذر گئے اور ہمارے دل میں ایمان والوں کے لئے کھوٹ نہ ڈال ۔اے ہمارے رب بے شک تو مہرباں رحم والا ہے۔ اگر شیخ سے کوئی ایسی بات ظاہر ہو جو شریعت میں ناپسند ہے اس سے نفرت نہ پیدا ہوا اگر اس میں کوئی عیب دیکھے تو پردہ پوشی کرے اور اپنے نفس کو تہمت لگائے ۔ اور شیخ کے لئے کوئی شرعی تاویل کرے اگر شرعی طور پع کوئی عذر نہ دیکھ سکتا ہو تو اس کے لئے بخشش طلب کرے اور توفیق، علم بیداری حفاظت حمیت وغیرت کی دعا مانگے لیکن مرشد کو معصوم نہ سمجھے (انسانوں میں صرف انبیائ کرام علیہم السلام معصوم ہیں ) اس بات کی کسی دوسرے کو اطلاع نہ دے ۔اور جب دوسرے دن یا کسی دوسرے وقت واپس آئے تو اس عقیدے کے ساتھ واپس آئے کہ وہ عیب اب زائل ہوچکا ہوگا اور شیخ اس سے گلے اگلے مرتبہ کی طرفر منتقل ہوچکا ہوگا ۔ اس پر ٹھہرا نہیں ہوگا۔ اور یہ بات اس سے غفلت اور دوحالتوں کے درمیان جدائی کے باعث واقع ہوئی ہے ۔ کیونکہ دو حالتوں کے درمیان کچھ فصل ہوتا ہے اور شرعی رخصتوں ،اباحتوں کی طرف رجوع نیز عزیمت اور سختی کو ترک کرنے کا حق ہوتا ہے ۔ جس طرح دو کمروں کے درمیاں دہلیز کا اور دو مکانوں کے درمیان ایک مکان ہوتا ہے ۔ یہ وہ مقام ہے جہاں پہلی حالت ختم ہوتی ہے اور دوسری حالت کی چوکھٹ پر کھڑا ہوتا ہے۔ (ابھی اندر داخل نہیں ہوتا ، (ابھی اندر داخل نہیں ہوتا لہذا اس وقت کچھ کوتاہی ہو سکتی ہے)ایک ولایت سے دوسری کی طرف انتقال ہے ۔ایک ولایت کا لباس اتار کر دوسری ولایت لباس پہننا ہے جو اعلیٰ واشرف ہے کیونکہ ان لوگوں کو قرب الٰہی سے حصول میں روزانہ اضافہ حاصل ہوتا ہے ۔ اگر مبتدی سالک اپنے شیخ کو غضب ناک پائے ، اس کے چہرے پر ناگواری کے اثرات دیکھے یا کسی قسم کا اعراض محسوس کرے تو اس سے تعلق ختم نہ کرے بلکہ اپنے باطن کی کھوج لگائے ۔ شیخ کے حق میں جو بے ادبی یا کوتاہی ہوئی اگر اس کا تعلق امر خداواندی کو بجا نہ لانے اور منہیات شرع کے ارتکاب سے ہے تو اپنے رب عزوجل سے بخشش مانے ، توبہ کرے اور دوبارہ جرم نہ کرنے کا پختہ ارادہ کرے پھر شیخ کے ہاں عذر پیش کرے مستقبل میں مخالفت کرکے اس کی محبت اختیار کرے ہمیشہ ساتھ رہے اور اس کی موافقت کرے اور اسے اپنے اور اللہ تعالیٰ کے درمیان وسیلہ اور واسطہ بنائے۔ غنیۃ الطالبین صفحہ 718۔719
  2. Submitted By: Shareef RazaSubmitted On: A minute agoSubmitted In: General TutorialsClick here to go to tutorial Quote بسم اللہ الرحمن الرحیم السلام علیکم کسی بھی فورم یا ویب سائٹ(اگر اس میں رجسٹریشن آپشن ہو تو) سے مکمل طور پرمستفید ہونے کے لئے اس پر رجسٹر ہونا ضروری ۔۔۔ جیسا کہ آپ کے علم میں ہوگا عموما فورمز اپنے گیسٹس پر پوسٹس یا امیجز ریڈنگ پر پابندی عائد کرتے ہیں چونکہ اسلامی محفل ایک اسلامی فورم ہے ہمارا مقصود اسلامی لٹریچرکی نشرو واشاعت کرنا ہے اسی مقصد کے تحت ہم نے فورم ریڈنگ پر کوئی پابندی مسلط نہیں کی ۔ البتہ جو رسمی سہولیات ہیں ان کے حصول کے لئے رجسٹر ہونا بے حد ضروری ہے ۔ رجسٹریشن کے لئے سب سے پہلے اسلامی محفل کے فرنٹ پیج پر ٹاپ سائٹ پر جو رجسٹریشن کا ٹیب نظر آرہا ہے اس پر کلک کریں۔ اب جو منظر آپ کے سامنے عیاں ہے وہ فورمز رولز ہیں جن کو کنفارم کرنے کے لئے نیچے مارک کریں ۔۔۔ یہاں اپنی انفارمیشن سبمٹ کریں ۔ یہ فارم ای میل فارم سے مماثلت رکھتا ہے ۔ نوٹ : سیکورٹی کوڈ درج کرنا ضروری ہے عام طور پر یوذر اسی میں غلطی کرجاتے ہیں اگر سمجھ نہ آئے تو ریفریش کرنے کابھی برابر میں امیجز کی صورت میں ٹیب ہے ۔اور اس کے نیچے والے بٹن میں سننے کی بھی سہولت موجود ہے۔ یوذر نیم اور ڈسپلی نیم میں فرق ہے ۔ ! یوذر نیم فارم کی اصطلاح میں آپ کا لاگن آئی ڈی جسے آپ اکائونٹ اوپن کرتے ہوئے درج کریں گے ۔ ڈسپلے نیم وہ ہے جسے آپ فارم پر شو کرنا چاہتے ہیں جیسے username name : shareefraza display name : sag e raza اگر آپ نے ساری انفارمیشن صحیح درج کی ہونگی تو مندرجہ بالا پیج آجائے گا ۔ کچھ لمحوں میں آپ کے پاس کنفارمیشن کی میل آجائے گی وہاں جو مندرج لنک ہوںگے اس پر کلک کرنے سے آپ کا یوزر کنفارم ہوجائےگا ۔۔۔
  3. Submitted By: Shareef Raza Submitted On: A minute ago Submitted In: General Tutorials Click here to go to tutorial Quote ................................................
  4. Shareef Raza

    [TUTORIAL] Flax

    Submitted By: Shareef Raza Submitted On: A minute ago Submitted In: Graphic Tutorials Click here to go to tutorial Quote
  5. Submitted By: Shareef RazaSubmitted On: A minute agoSubmitted In: General TutorialsClick here to go to tutorial Quote http://www.proxy2.de...
  6. MASHALLAH Azawajal Bohat Hi Eman Afroz Mazoon Hai ... Beshak Huzoor e Paak Sallallahoalihwasallam ki shan Main Gustakhi Karne Ka Murtakib Murtadad Wa Wajib ul Qatal Hai .. Imam e Ishq wa Mohabbat nay kya khoob Farmaya .... Momin Un Ka Kya Howa ALLAH (Azawajal) Us ka hogya Kafir Un Se kya phira ALLAH (Azawajal ) Se Phir Gya ..... JAZAKALLAH Azawajal
  7. awwalan sab say pahli baat tu yeh hai ... keh imam hasan nay qatil ka naam bataya hi nahi jesa ke kutub main mojod hai ... qurtbi aik morrikh hain morrikh ko jo waaqiyat milte hen woh naqal kardete hen. tahqeq karna un ka kaam nahi hota .. ab us ke kuch arsa bad ka hi waqiya lai lain yazeed ki maut ka kisi bhi morrikh nay aisi wajah nahi likhi jis par sab nay ittefaq kya ho.. hadith ki tarah is main asmae rijal nahi hotay .. lakin jab khud imam hassan nay hi qatil ka naam nahi bataya .. tu baqi sab morrikho ke ya tu qayasat hain ya phir unhain is tarah ke waqiyat mile hen .. aur inhonay bagair tahqeq ke byan kardya .. kunke un ka maqsood tarekh main sihah e sittah likhna nahi hota jo baat ,maloom howi unhain byan karna hota hai..phir morrikh ne jo likha hai woh yeh bhi zaroori nahi keh is ka moqqaf hoo kunke tarekh me zaeef qaol bhi hote hen... agar waqayi ap ko zehar ap ki biwi nay dya hai tu tu is baray main bhi wazih saboot nahi hai keh hazrat ameer e mowiyah ke ima par hi howa hai ... warna imam hussain radi ALLAHOTALA Anho jab karabala main yazeed aur us ke rafeeqo ki muzammat karsakte hen tu imam hassan ke qatilo ko aap ne be niqab kyon nahi kya ...hadith main hai jo burai dekehe usay hath say rokay zuban say rokay tu karabala main aap ne hath say bhi roka zaban say bhi roka lakin yahan taqiyah ki kya hikmat posheda thhi ? yakenan jawab wahi hai keh imam hassan nay qatil ka nam hi nahi bataya .. tu imam hussain mahaz zann ki buniyad par kisi be gunah par ilzam kyon rakhte... jab ke yahan tu yeh bhi sabot nahi keh imam hussain ke zann say yeh baat guzri hoo keh ameer mowiyah ki wajah hazrat hassan shahed howe hen ... hussainiat imam hussain ke naam par ronay petne ya nachne ka naam nahi balke hussinayat imam hussain ki taleemat wa sabar jo ap ne karbala ke medan main thame rakha us ko nibahne ka naam hai .................. zamukhshari ahlesunnat ka nahi hai muatazli hai.. tafseer kashaf ka mutala zara gaur say karlete tu yeh qayas ma al fariq aap say na hota ..... ansari tilmasani bhi morrikh hai aur morrikh ke baray maine wazahat kardi hai... .......... aik aur mudahaka khaiz baat yeh hai koi bhi hawla 500 sanh hijri say pahle yani awail ke door ka nahi hai yeh sari kitabain 500 saal baad jo tareekh likhi jayeegi un ke hain.. woh bhi in wojohat ke hotay howee manna ? jo hum nay byan kardi....
  8. Assalamualikum.........
  9. فقہ کا لغت کے اعتبار سے معنی ہے(فھم) یعنی سمجھنا جیساکہ شاگرد نے استاد کا سمجھایا سبق سمجھ لیا تو کہا جاتا ہے ۔ (فھم التمیز الدرس)یعنی شاگرد نے سبق سمجھ لیا اور اصطلاح شریعت میں اس کو مختلف الفاظ سے تعبیر کیا گیا ہے ۔ امام اعظم ابو حنیفہ علیہ الرحمہ نے فقہ کی تعریف یوں کی ہے ۔ (معرفتۃ النفس مالھا وما علیھا ) یعنی انسان کو جو جو اعمال ضروری ہیں اور جن جن سے بچنا ضروری ہے ان کے جاننے کا نام فقہ ہے علم فقہ صرف صرف نماز روزہ کے مسائل کو ہی شامل نہیں ہے ۔ اس کا دائرہ بہت وسیع ہے اعتقادیات ہوں یا اخلاقیات ، مسائل تصوف ہوں یا مسائل روزہ مرہ فقہ ان تمام کو شامل ہے ۔ امام محمد بن ادریس الشافعی علیہ الرحمۃ نے فقہ کی تعریف ان الفاظ سےکی ے۔ ھو معرفۃ الاحکام التی تتوقف علی یعنی ایسے احکام کے جاننے کا نام فقہ ہے جو کہ قراآن وحدیث سے حاصل ہوتے ہوں اور بعض نے یوں تعریف کی ہے۔(ھو الطریق بمعرفۃ الحلال والحرام من عند اللہ تعالیٰ ) یعنی فقہ ایسے راستے کا نام ہے جس سے اللہ تعالیٰ کی طرف حلال اور حرام کی معرفت حاصل ہوتی ہے گویا انسان کے لئے فقہ ایک منھج اور راستے کا نام ہے جس پر چل کر انسان مقصود کو پاسکتا ہے۔
  10. Jab Ahlesunnat ke dalil deni ki koshish ki jarahi tu Imam Shafai ka aik farman bhi hosol e barkat ke liye paish karne ki sa"adat hasil karta hoon "Al Shee atu Nisa ul ummati" Sheea Is Ummat Ki Aurtee Hain Haan Ab Ayen Medan Ki Taraf.......... ...ahle tashee hazraat nay jo hawale dye hen un main matam nooha girya, mirsiya majlis main se kisi par faraq nahi gya ...aap pahle yeh taih karlain aap sabit kya karna chahta hen phir dlale dain ...! naiz yeh in main se kisi main bhi istimrari hukum ya amar sabit nahi hai... keh inhonay hukum dya hoo qayamat tak tum matam kartay rahe zanjeer zani karte rahoo khud ko peeto Rent par bandoo ko hamari yad main petate rahoo nooha karoo waweela karoo kapre pharoo .. aur aap tu kai saloo say kartay ayee hoo..jab ke quran main agar namaz wa rozay ka hukum hai tu istimrar wa amar ka seega aya hai... .. rahi baat shahed ke ahkam murdo walay hote hen tu yeh baat tu ap ke zehan main hogi shahed ko gusal ham tu nahi detay ? ap ka kahna hai ke shahed ki kun tadfeen di jati hai wirasat taqseem kun hoti hai tu janab phir tu ap par aik aur aitraz hona chye , keh shahed ko bhi tu is dunya main bhi hona chahye takeh hum inhain murdo ki tarah tadfeen na karain... ? aur rahi bat aap ke farsooda sawalt ki tu janab jab ham matam ko manainge tu hi yeh bhi man lainge keh murda ka matam karna theek hai .. matlab tu yehi howa zinda ka matam durust he ...jesa ke aap nay sabit kya ... ab ajyen aap ke aitrazat ki tarf pahli baat tu yeh he keh kisi bhi maslak par hawalay denay hoon tu scan book aur phir us halway jat ki aap ko hamarai mautbar kutub sahih bukhari se aur phir asmae rijal se sabit karna chahye keh jo aap kam karrhe hen yeh hamare nazdek riwayatan diraytan, sahi hai ... is tarah aap ki hujjat qawi hoti .. khair aap ka qasoor nahi hai aap ko jo hawala jaat mile hen sanwi kutub se hen tu aap yehi paish karainge lihaza yeh us tarah ki hujjat tu nahi howa jo aap samjh rahe hen ya samjhana ya sabit karna chahte hen...jab ke aap tu apni muatbar kutub osol e kafi ke hawale thukradete hen ham tu phir bhi in sanvi kitaboo ke bhi jawbat dete hen .. aap yeh baat sabit karsakte hen ke hum nay namaz ka hukum in sanvi kutub se mana hai ? nahi aap yeh bhi sabit nahi karsakte na keh matam ki hurmat ka huukum hum ne in kutub se mana hai? tu hum aap ke liye savnwi kutub ko awalen kutub par tarjeeh kun denge? khair jawabat phir bhi hazir hen..... hazrat usman ke wisal main jin aurtoo ka petne ka zikar hai un ka ahwal majhool hai yani yeh nahi bataya gya kaun hai ? kunke aurto ka lafz aya aur in main sirf betiyan aur bewyon ka ziker bataya hai baqi ka nahi ... baqi hazrat usman ki aurten kab tak peetti rahin is ki had bhi muqarar farmadain ..? aurtoo nay peeta yeh aik majhol bat hai aap aur jab ke matam aik maroof (yani jana pahcna kam hai) aap majhool say aik maroof shai sabit karrhe hen kya yeh aap ki mantqi ke lihaz se sahi hai ? balke agar aisa hai tu ap apni hi kutub se sabit karain keh maroof shai ko majhol se sabit karna jaiz hai degar alfaz main - say + sabit karna ..aik aur nukta is main yeh hai keh aap ne is ibarat ko gaur say parha nahi warna is ko dalel dene ke liye ageh paish na kartay yeh tu hazrat usman ke shahed honay ke iraday par halat riqqat tari honay ki wajah say howa tu kya us waqt ap ki zauja wa betyan khushi khushi ya baghair kisi afsos ke aap ko shahed hota dekhti ? aur yehi sorat e hal huzoor ke wisal ke waqt hazrat aisha wale waqiya par aati hai.. lakin is ke baad ka aisa koi waqiya nahi keh hazrat aisha huzoor ki yad main har saal khud ko peetti rahi .. aur yehi hazrat fatima apne wisal tak isi tarah peetti rahi hoon . yeh sirf wisal keh waqt ka muamla thha ..aur waqti taur par aisi kafiyat hogai thhi keh huzoor ka wisal koi mamooli gham na thha...aur yehi kafiyat hazrat bilal ke sath bhi thhi.. naiz yeh sab waqiyat ISHQ par dalalat karre hen .. aur yeh kafiyat bhi waqti thhi lakin baad main aisi sorate hal nahi milti... aur in sab ke waqye main aisi hi kafiyat ka zikar hai .. aap kafiyat e jazb ke baray main apni kutub aur hamari kutub say wazahat kardain aisi kafiyat main shariyat ka qalam uth jata hai ya nahi ? aisi kafiyat main matam tu door ki baat hai hum nafse gham ko mana nahi kartay ... hum tu us sorat e hal ka mana kartay hain jis ko aap matam kahte hen .. matam karne ki hadith pak main wazih mumaniat he.. jis ki ham ne wazahat kardi he... ... Allama ibne hajr ka hawala dya hai us main peetne ka zikar nahi hai.. aur rona tu kai tarah ka hota hai maslan koi yad ajaye gham main be ikhtyar ansoo bahain ... aur isse aik baat aur sabit hogai aap ki zauja nay tu had bhi muqarar farmadi keh aik saal aur aap ... yeh sab waqyat faili hain in main se koi bhi quoli nahi hai aur fail qoul par hujjat nahi hota ?... kunke is main ahtamalat hote hen..aur qoul main bhi wo mana jayega jo wazih hoo keh amr wa istiqrar wa istimrar ka hukum hadith main aya ho keh tum yeh matam jaza faza karte rahoo ... .. naiz zanjeer zani ka bhi in main se kahin saboot nahi hai... khair yeh tu tamheed thhi baqi aghaaz tu chishti sb kardainge..
×
×
  • Create New...