-
کل پوسٹس
1,494 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
22
سب کچھ Shareef Raza نے پوسٹ کیا
-
حضرت انس رضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے کہ حضور سرور عالم صلی اللہ وسلم نے فرمایا کہ مجھے آسمان پر معراج کے لئے بلایا گیا تو زمین رونے لگی اس کے رونے سے اس کی انگوری زرد ہوگئی ۔ جب میں معراج سے واپس ہوا تو میرے پسینے کے قطرات زمین پر پڑے تو اس سے گلاب کا پھول پیدا ہوا ۔ تو اب جو شخص خوشبو سونگھنا چاہتا ہے۔تو اسے چاہے کہ سرخ گلاب سونگھے۔ (روح البیان ۔61 پارہ ۔21)
-
Assalamualikum... Madni Munna Bahi Aap neh sahih suna hai , Imam Shafai Alihrahma keh nazdeek yehi masla hai lakin is masala ko dalil banana darust nahi , keh 4 fiqhi mazahib main is tarah keh kaafi masail par ikhtilaafat hain un keh dalail apni jagah alag hasiyat rakhtain hai hum imam e azam abu hanifa alihrahma keh muqallid hain aur taqleed ka maini kisi ki baat ko bila daleel manna aur dosray is keh osol main say yeh bhi keh fiqhe hanfi keh baaz apna aur baaz main shafai yeh mana hai taqleed sirf aik imam ki jaaiz hai , yeh jo masaail akhaz hai mujhtad quran wa hadith aur ijmah qyas say akhaz karta hai,Quran Wa Hadith ki wazahat aam wa khaas wa degar osolo keh zaryee ki jati hain,ijmaah yeh sahaba keh aqwal say hota ya jamee ul musleeman ka hoo is keh mukhtalif maratib hain, aur qyas keh dalail bhi quran aur hadith e muaaz say sabit hain , aur mujhtahid ki ghalti muaaf hai jesa keh hadith e muaaz say saboot milta hai , naiz mujhtahid apni khata par bhi sawab pata hai agarchay durust honay ki sorat main sawab zayda hota hai ,, naiz is maslay main humari dalel quran pak ki woh ayat bhi hai har khabees janwar haram hai (mafhoom ) aur darya main kaafi kahbes janwar ajatay hain , naiz mandek aur choti machlyaan imam shafai keh nazdeek bhi jaiz nahi , aur is keh ilawa daryaai janwaroo keh baray main kaafi hadith say hurmat aayi hai .
-
MASHALLAH Azawajal Bohat Hi Khoob
-
MASHALLAH Azawajal Bohat Hi Khoob umaid hai isi tarah keh ilmi mazameen share kartay rahaingay..........
-
Bohat Khoob mozoe tawasul par bohat hi bahtreen likha hai ....
-
Bheek Lai Sarkaar say La, Jald Kasa Noor Ka Maahe No, Taiba Main Batta Hai Mahena Noor Ka Aaap Sab Ko Bhi Mubarak Hoo
-
**Naatiya Ash,ar ** [Rule: Last Shair Key Akhri Harf Sey New Shair Post Kejiye]
اس ٹاپک میں نے Shareef Raza میں پوسٹ کیا دیگر اسلامی مواد
-
Walikum , Salam , Khushameed umaid, hai aap Islamimehfil Main Aik Acha Izafa Sabit Hongay
-
Wahabion Deobandion ka Khuda Jhoot bol Sakta hay
Shareef Raza replied to Ya Mohammadah's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
JazakALLAH Azawajal, share karnay ka behad shukariya -
Marsiya Gangohi (Ulma E Deoband Ki Nazar Main)
Shareef Raza replied to Mujtaba's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
جزاک اللہ عزوجل ، شئیر کرنے کا بہت شکریہ ۔ -
Walikum salam. Muhtram Sab say Pahle Aap ko islamimehfil main khush aamdeed , Janab Ameere Ahlesunnat damatbarkatuhumulaliya ney faizane sunnat main har masalay say leker waqiya balkay aik aik cheez ka hawala dya hai mukhalif ko chahyee ko woh hawalay say sabit karay yeh sunnat nahi hai, sirf dawa mana nahi jata, ................................ bait huzoor Sallalahoalihiwasallam keh daur main bhi howa karti thhi... sahaba e karam ne bohat si baitain ki hain, awwalan islam latay waqt huzoor ki bait phir khaas maaidoo keh liye huzoor ki bait jese hudaibiya main bait ur rizwan..jese ka quran pak main bhi is ka ziker aya hai... phir khulfae rashideen ki hathoo par bait ki.. lihaza woh hazraat mureed thhay ... aur aik baat yeh bhi claer kardi jayee keh bait chand qisam ki hooti hai an ki pehli bait huzoor keh hath sharif par baite islam thhi. aur phir khas moqo par baite khassa howin, phir khulfa e rashideen keh hath par bait do baitoo par mushtamil thhi baite saltanat baite tariqat . khulfae rashideen keh zamana tak har sultan shaikh bhi hota thha kyonkeh in ki khilafat rashida thhi .in keh baad salateen is paye keh nah rahyee lihaza in se sirf saltanat ki wafadari ki bait ki jese aaj Halfe wafadari kehtay hain, aur mashaikh sy bait tariqat hoween...
-
ما شا ء اللہ عزوجل بہت ہی خوب شئیر کرنے کا شکریہ ۔
-
-
Ay Beyaban e Arab Teri Baharun ko salam
Shareef Raza replied to Attaria Qadria's topic in دیگر اسلامی مواد
جزاک اللہ عزوجل بہت ہی پیارا سلام ہے۔شئیر کرنے کا بے حد شکریہ۔ -
Suniyun Hosheyar.........!!!
Shareef Raza replied to Attaria Qadria's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
جزاک اللہ عزوجل شئیر کرنے کا بےحد شکریہ ۔ اللہ تعالیٰ سےدعا ہے کہ وہ ہمیں ان بد مذہبوں کے اشرار سے محفوظ فرمائے۔آمین بجاہ النبی الامین -
ماشاء اللہ عزوجل بہت ہی خوب ۔
-
Aaqa Ki Bargah Mein Hum Gunahgaroon Key Naam
Shareef Raza replied to سگِ عطار's topic in قرآن، حدیث اور تفسیر
ماشاءاللہ عزوجل بہت خوب ،امید ہے اسی طرح اپنی گراں قدر کاوشیں ہمارے ساتھ شئیرکرتے رہیں گے۔ -
محفوظ شہا(صلی اللہ علیہ وسلم) رکھنا بے ادبوں سے اور مجھہ سے بھی سرزد نہ کبھی بے ادبی ہو۔ شئیر کرنے کا بے حد شکریہ۔ یہ فتویٰ وقار الفتاویٰ میں موجود نہیں ہے ۔ البتہ اسی قسم کے دیگر فتاوے موجود ہیں اور حکم یہی ہے جو فتوے میں موجود ہے ۔ نفسَ مسئلہ سے محسوس ہوتا ہے کہ سوال سے مقصودآغاخانیوں کے متعلق شرعی حکم جاننا ہے ، اس لحاظ سے جواب ہی پر اکتفا کیا گیا ہے۔پھر بھی اگر کسی بھائی کہ پاس یہ فتویٰ بمع سوال کے موجود ہو تو برائے کرم شئیر کریں جزاک اللہ عزوجل۔