mien yahan per talib ilm ki hasiyat say hee ata hooon. or mera maksad yahan per ilm seekhna hee hay. or mien kisi ahle khabsee ya deogandi ko khud say kuch reply nahi kerta. bulkay app jaisay ilmi hazrat say rujoo kerta hooon. jo app boltay ho to wohi baaat agay bolta hoooon. or khud bhi samjhta hooon kay aisa kiun hay or waisa kiun hay. or jo galiyaaan day rahey hotay hien muhj say berdasht nahi hoti kay kisi sunni ko kuch bola jai.
ab muhjay app say aik point mila. kay sunan abu daoon ki jo hadith hay . AHLE KHABEEES nay gahlat tajerma keeya hay. us may BAAZ QABAIL ka ziker hee nahi hay. srif QABAIL ka ziker hay. or muhjay pata hay kay mien jub ya boloon ga kay hadith may BAAZ ka word kahan say agaya to us ko sabit kernay ki koshish karien gay. kay hadith may word BAAZ hay. phir app ki rehnumai chahiya hogi. is terhan mien khud bhi seekhooon ga or un ko moo tor jawab bhi day sakooon ga. kul ko kisi rishtay daar may , dostoon may , job per koi bhi kuch bhi bolay ga atleast moo bund ker wa sakoon ga. kiun kay SHIRK SHIRK soun ker her koi tung agaya hay.
ALLAH app ko jaza khair ata fermai.